Tabinda Bahaaron Ke Nazare Nahin Dekhe, Urdu Ghazal By Maryam Naz

Tabinda Bahaaron Ke Nazare Nahin Dekhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Maryam Naz. Tabinda Bahaaron Ke Nazare Nahin Dekhe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tabinda Bahaaron Ke Nazare Nahin Dekhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تابندہ بہاروں کے نظارے نہیں دیکھے

مریم ناز

تابندہ بہاروں کے نظارے نہیں دیکھے

تو نے وہ چمکتے ہوئے تارے نہیں دیکھے

کچھ اس لیے بھی نیند ہمیں آتی ہے جلدی

آنکھوں نے ابھی خواب تمہارے نہیں دیکھے

خود ہاتھ ملایا ہے سمندر میں بھنور سے

کشتی نے تلاطم میں سہارے نہیں دیکھے

ممکن ہے کسی طور کوئی چارہ بھی ہوتا

تو نے ہی کبھی زخم ہمارے نہیں دیکھے

کیا کیا نہ ستم مجھ پہ کیا رات نے آ کر

دن کیسے مری جان گزارے نہیں دیکھے

کیا دیکھ رہے ہو یہ محبت کے کرم ہیں

تم نے کبھی تقدیر کے مارے نہیں دیکھے

مریم ناز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tabinda Bahaaron Ke Nazare Nahin Dekhe

Maryam Naz

tabinda bahaaron ke nazare nahin dekhe
tu ne wo chamakte hue tare nahin dekhe

kuchh is liye bhi nind hamein aati hai jaldi
aankhon ne abhi KHwab tumhaare nahin dekhe

KHud hath milaya hai samundar mein bhanwar se
kashti ne talatum mein sahaare nahin dekhe

mumkin hai kisi taur koi chaara bhi hota
tu ne hi kabhi zaKHm hamare nahin dekhe

kya kya na sitam mujh pe kiya raat ne aa kar
din kaise meri jaan guzare nahin dekhe

kya dekh rahe ho ye mohabbat ke karam hain
tum ne kabhi taqdir ke mare nahin dekhe

(552) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tabinda Bahaaron Ke Nazare Nahin Dekhe written by Maryam Naz at UrduPoint. Tabinda Bahaaron Ke Nazare Nahin Dekhe is one of the masterpieces written by Maryam Naz. You can also find the complete poetry collection of Maryam Naz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Maryam Naz' above.

Tabinda Bahaaron Ke Nazare Nahin Dekhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tabinda Bahaaron Ke Nazare Nahin Dekhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.