Shairi Meri Gham-e-ishq Ki Tafsir Bhi Hai, Urdu Ghazal By Masood Akhtar Jamal

Shairi Meri Gham-e-ishq Ki Tafsir Bhi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Masood Akhtar Jamal. Shairi Meri Gham-e-ishq Ki Tafsir Bhi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shairi Meri Gham-e-ishq Ki Tafsir Bhi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شاعری میری غم عشق کی تفسیر بھی ہے

مسعود اختر جمال

شاعری میری غم عشق کی تفسیر بھی ہے

رامش و رنگ کے لمحات کی تصویر بھی ہے

مژدۂ امن بھی ہے میری نوائے ہستی

وقت کے ہاتھ میں چلتی ہوئی شمشیر بھی ہے

ساز اٹھاتا ہوں مگر یاد رہے اہل نشاط

ساز کی لے میں نہاں سوز کی تاثیر بھی ہے

زندگی خواب سہی خواب پریشاں ہی سہی

دل یہ کہتا ہے یہی خواب کی تعبیر بھی ہے

ناشنیدہ سے جو اب تک مرے نغمے ہیں جمالؔ

کچھ زمانے کی خطا کچھ مری تقصیر بھی ہے

مسعود اختر جمال

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shairi Meri Gham-e-ishq Ki Tafsir Bhi Hai

Masood Akhtar Jamal

shairi meri gham-e-ishq ki tafsir bhi hai
ramish-o-rang ke lamhat ki taswir bhi hai

muzhda-e-amn bhi hai meri nawa-e-hasti
waqt ke hath mein chalti hui shamshir bhi hai

saz uThata hun magar yaad rahe ahl-e-nishat
saz ki lai mein nihan soz ki tasir bhi hai

zindagi KHwab sahi KHwab-e-pareshan hi sahi
dil ye kahta hai yahi KHwab ki tabir bhi hai

na-shunida se jo ab tak mere naghme hain 'jamal'
kuchh zamane ki KHata kuchh meri taqsir bhi hai

(569) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shairi Meri Gham-e-ishq Ki Tafsir Bhi Hai written by Masood Akhtar Jamal at UrduPoint. Shairi Meri Gham-e-ishq Ki Tafsir Bhi Hai is one of the masterpieces written by Masood Akhtar Jamal. You can also find the complete poetry collection of Masood Akhtar Jamal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Masood Akhtar Jamal' above.

Shairi Meri Gham-e-ishq Ki Tafsir Bhi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shairi Meri Gham-e-ishq Ki Tafsir Bhi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.