Jazb-e-ghairat, Urdu Nazam By Masood Akhtar Jamal

Jazb-e-ghairat is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Masood Akhtar Jamal. Jazb-e-ghairat comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Jazb-e-ghairat on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جذب غیرت

مسعود اختر جمال

وفا کا ذوق دیا ہے تری محبت نے

دلوں کو فتح کیا جذبۂ شرافت نے

تری حیا سے تقدس ہے آدمیت کا

کیا ہے تجھ کو سرافراز جذب غیرت نے

چمن میں جس سے ہے اذن‌ شگفت غنچہ و گل

گداز قلب وہ بخشا ہے تجھ کو قدرت نے

بہت ہی کم ہیں وہ شائستۂ نظر جن کو

خراج شوق دیا زندگی کی عظمت نے

ہر ایک بیکس و مظلوم کی حمایت کا

تجھے شعور دیا ہے خدا کی رحمت نے

فروغ بزم سخن تیری سر پرستی سے

ادب شناس کیا ہے تری عقیدت نے

شگفتگی دل برباد کو عطا کی ہے

ترے خیال ترے یاد کی لطافت نے

مسعود اختر جمال

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jazb-e-ghairat

Masood Akhtar Jamal

wafa ka zauq diya hai teri mohabbat ne
dilon ko fath kiya jazba-e-sharafat ne
teri haya se taqaddus hai aadamiyat ka
kiya hai tujh ko sar-afraaz jazb-e-ghairat ne
chaman mein jis se hai izn-e-shaguft-e-ghuncha-o-gul
gudaz qalb wo baKHsha hai tujh ko qudrat ne
bahut hi kam hain wo shaista-e-nazar jin ko
KHiraj-e-shauq diya zindagi ki azmat ne
har ek be-kas-o-mazlum ki himayat ka
tujhe shuur diya hai KHuda ki rahmat ne
farogh-e-bazm-e-suKHan teri sarparasti se
adab shanas kiya hai teri aqidat ne
shaguftagi dil-e-barbaad ko ata ki hai
tere KHayal tere yaad ki latafat ne

(624) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jazb-e-ghairat written by Masood Akhtar Jamal at UrduPoint. Jazb-e-ghairat is one of the masterpieces written by Masood Akhtar Jamal. You can also find the complete poetry collection of Masood Akhtar Jamal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Masood Akhtar Jamal' above.

Jazb-e-ghairat is a widely read Urdu Nazam. If you like Jazb-e-ghairat, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.