Sab Ke Chehron Pe Shab-e-gham Ki Kasafat Kya Hai, Urdu Ghazal By Masood Jafari

Sab Ke Chehron Pe Shab-e-gham Ki Kasafat Kya Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Masood Jafari. Sab Ke Chehron Pe Shab-e-gham Ki Kasafat Kya Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sab Ke Chehron Pe Shab-e-gham Ki Kasafat Kya Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سب کے چہروں پہ شب غم کی کثافت کیا ہے

مسعود جعفری

سب کے چہروں پہ شب غم کی کثافت کیا ہے

آج کے دور میں خوابوں کی حقیقت کیا ہے

آئنے ٹوٹ چکے ہیں تو زباں سے کہہ دو

کیوں چھپاتے ہو زمانے سے حماقت کیا ہے

وہ زمیں بوس ہے اس میں ہے شرارت کی نمو

عرش والوں میں مگر آج سیاست کیا ہے

درد کی تیز ہواؤں سے گزرنا ہے تمہیں

ہائے دو چار چراغوں کی رفاقت کیا ہے

جن میں احساس کی خوشبو ہی نہیں ہے مسعودؔ

ایسے اشعار سنانے کی ضرورت کیا ہے

مسعود جعفری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sab Ke Chehron Pe Shab-e-gham Ki Kasafat Kya Hai

Masood Jafari

sab ke chehron pe shab-e-gham ki kasafat kya hai
aaj ke daur mein KHwabon ki haqiqat kya hai

aaine TuT chuke hain to zaban se kah do
kyon chhupate ho zamane se himaqat kya hai

wo zamin-bos hai is mein hai shararat ki numu
arsh walon mein magar aaj siyasat kya hai

dard ki tez hawaon se guzarna hai tumhein
hae do-chaar charaghon ki rifaqat kya hai

jin mein ehsas ki KHushbu hi nahin hai 'masud'
aise ashaar sunane ki zarurat kya hai

(538) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sab Ke Chehron Pe Shab-e-gham Ki Kasafat Kya Hai written by Masood Jafari at UrduPoint. Sab Ke Chehron Pe Shab-e-gham Ki Kasafat Kya Hai is one of the masterpieces written by Masood Jafari. You can also find the complete poetry collection of Masood Jafari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Masood Jafari' above.

Sab Ke Chehron Pe Shab-e-gham Ki Kasafat Kya Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sab Ke Chehron Pe Shab-e-gham Ki Kasafat Kya Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.