Mujhe Bulaya To Tha Zindagi Ne Main Na Mila, Urdu Ghazal By Mati Ahmad Mujtaba

Mujhe Bulaya To Tha Zindagi Ne Main Na Mila is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mati Ahmad Mujtaba. Mujhe Bulaya To Tha Zindagi Ne Main Na Mila comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mujhe Bulaya To Tha Zindagi Ne Main Na Mila on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مجھے بلایا تو تھا زندگی نے میں نہ ملا

مطیع احمد مجتبی

مجھے بلایا تو تھا زندگی نے میں نہ ملا

پکارا بھی تھا تری دوستی نے میں نہ ملا

سراغ ملنے لگا تھا قدیم مدفن کا

زمین کھول رہی تھی خزینے میں نہ ملا

کبھی رلا بھی تھا کوئی مرے تعاقب میں

نکل گئے تھے کسی کے پسینے میں نہ ملا

نہ جانے کون سی دنیا میں جا کے بس گیا ہوں

بہت تلاش کیا ہے کسی نے میں نہ ملا

جو تیرے ہجر میں گم ہو گئے تھے کچھ رستے

نشان ان کے بتائے تمہی نے میں نہ ملا

مطیع احمد مجتبی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mujhe Bulaya To Tha Zindagi Ne Main Na Mila

Mati Ahmad Mujtaba

mujhe bulaya to tha zindagi ne main na mila
pukara bhi tha teri dosti ne main na mila

suragh milne laga tha qadim madfan ka
zamin khol rahi thi KHazine main na mila

kabhi rula bhi tha koi mere taaqub mein
nikal gae the kisi ke pasine main na mila

na-jaane kaun si duniya mein ja ke bas gaya hun
bahut talash kiya hai kisi ne main na mila

jo tere hijr mein gum ho gae the kuchh raste
nishan un ke batae tumhi ne main na mila

(535) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mujhe Bulaya To Tha Zindagi Ne Main Na Mila written by Mati Ahmad Mujtaba at UrduPoint. Mujhe Bulaya To Tha Zindagi Ne Main Na Mila is one of the masterpieces written by Mati Ahmad Mujtaba. You can also find the complete poetry collection of Mati Ahmad Mujtaba by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mati Ahmad Mujtaba' above.

Mujhe Bulaya To Tha Zindagi Ne Main Na Mila is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mujhe Bulaya To Tha Zindagi Ne Main Na Mila, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.