Mujhe Zaban Zarurat Thi Ek Sada Ke Liye, Urdu Ghazal By Mati Ahmad Mujtaba

Mujhe Zaban Zarurat Thi Ek Sada Ke Liye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mati Ahmad Mujtaba. Mujhe Zaban Zarurat Thi Ek Sada Ke Liye comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mujhe Zaban Zarurat Thi Ek Sada Ke Liye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مجھے زبان ضرورت تھی اک صدا کے لیے

مطیع احمد مجتبی

مجھے زبان ضرورت تھی اک صدا کے لیے

کوئی نہ تھا مرے احباب میں وفا کے لیے

میں تیرے ہجر میں ہی مر گیا تھا میری جاں

یہ زندگی میں جیا ہوں فقط سزا کے لیے

مجھے نہیں ہے ضرورت یہ عیش و عشرت اب

تڑپ رہا ہے یہ دل بس تری ادا کے لیے

ترا ہی نقش ابھرتا رہا لکیروں میں

اٹھائے ہاتھ جو میں نے کبھی دعا کے لیے

سمجھ نہیں مجھے آتا یہ فلسفہ احمدؔ

کسی کے در پہ ہیں کیوں مانگتے خدا کے لیے

مطیع احمد مجتبی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mujhe Zaban Zarurat Thi Ek Sada Ke Liye

Mati Ahmad Mujtaba

mujhe zaban zarurat thi ek sada ke liye
koi na tha mere ahbab mein wafa ke liye

main tere hijr mein hi mar gaya tha meri jaan
ye zindagi main jiya hun faqat saza ke liye

mujhe nahin hai zarurat ye aish-o-ishrat ab
taDap raha hai ye dil bas teri ada ke liye

tera hi naqsh ubharta raha lakiron mein
uThae hath jo main ne kabhi dua ke liye

samajh nahin mujhe aata ye falsafa 'ahmad'
kisi ke dar pe hain kyon mangte KHuda ke liye

(615) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mujhe Zaban Zarurat Thi Ek Sada Ke Liye written by Mati Ahmad Mujtaba at UrduPoint. Mujhe Zaban Zarurat Thi Ek Sada Ke Liye is one of the masterpieces written by Mati Ahmad Mujtaba. You can also find the complete poetry collection of Mati Ahmad Mujtaba by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mati Ahmad Mujtaba' above.

Mujhe Zaban Zarurat Thi Ek Sada Ke Liye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mujhe Zaban Zarurat Thi Ek Sada Ke Liye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.