KhiDki Se Us Sanam Ka Jo MukhDa Nazar PaDa, Urdu Ghazal By Mazaq Badayuni

KhiDki Se Us Sanam Ka Jo MukhDa Nazar PaDa is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mazaq Badayuni. KhiDki Se Us Sanam Ka Jo MukhDa Nazar PaDa comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KhiDki Se Us Sanam Ka Jo MukhDa Nazar PaDa on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کھڑکی سے اس صنم کا جو مکھڑا نظر پڑا

مذاق بدایونی

کھڑکی سے اس صنم کا جو مکھڑا نظر پڑا

طاق حرم سے جلوہ خدا کا نظر پڑا

سات آسماں کی سیر ہے پردوں میں آنکھ کے

آنکھیں کھلیں تو طرفہ تماشا نظر پڑا

دیکھا ہے آنکھ نے ترا جی چاہے پوچھ دیکھ

اے دل میں کیا کہوں مجھے کیا کیا نظر پڑا

انسان ان کو دیکھ رکے کیونکہ آنکھ سے

حور و پری کو جن کا نہ سایا نظر پڑا

میں مست ہوں مذاقؔ مے انتظار سے

ساقی نہ مے نہ جام نہ مینا نظر پڑا

مذاق بدایونی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KhiDki Se Us Sanam Ka Jo MukhDa Nazar PaDa

Mazaq Badayuni

khiDki se us sanam ka jo mukhDa nazar paDa
taq-e-haram se jalwa KHuda ka nazar paDa

sat aasman ki sair hai pardon mein aankh ke
aankhen khulin to turfa tamasha nazar paDa

dekha hai aankh ne tera ji chahe puchh dekh
ai dil main kya kahun mujhe kya kya nazar paDa

insan un ko dekh ruke kyunki aankh se
hur o pari ko jin ka na saya nazar paDa

main mast hun 'mazaq' mai-e-intizar se
saqi na mai na jam na mina nazar paDa

(469) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KhiDki Se Us Sanam Ka Jo MukhDa Nazar PaDa written by Mazaq Badayuni at UrduPoint. KhiDki Se Us Sanam Ka Jo MukhDa Nazar PaDa is one of the masterpieces written by Mazaq Badayuni. You can also find the complete poetry collection of Mazaq Badayuni by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mazaq Badayuni' above.

KhiDki Se Us Sanam Ka Jo MukhDa Nazar PaDa is a widely read Urdu Ghazal. If you like KhiDki Se Us Sanam Ka Jo MukhDa Nazar PaDa, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.