Harf-e-dil Na-rasa Hai Tere Shahr Mein, Urdu Ghazal By Mazhar Imam

Harf-e-dil Na-rasa Hai Tere Shahr Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mazhar Imam. Harf-e-dil Na-rasa Hai Tere Shahr Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Harf-e-dil Na-rasa Hai Tere Shahr Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حرف دل نارسا ہے ترے شہر میں

مظہر امام

حرف دل نارسا ہے ترے شہر میں

ہر صدا بے صدا ہے ترے شہر میں

کوئی خوشبو کی جھنکار سنتا نہیں

کون سا گل کھلا ہے ترے شہر میں

کب دھنک سو گئی کب ستارے بجھے

کوئی کب سوچتا ہے ترے شہر میں

اب چناروں پہ بھی آگ کھلنے لگی

زخم لو دے رہا ہے ترے شہر میں

جتنے پتے تھے سب ہی ہوا دے گئے

کس پہ تکیہ رہا ہے ترے شہر میں

ایک درد جدائی کا غم کیا کریں

کس مرض کی دوا ہے ترے شہر میں

اب کسی شہر کی چاہ باقی نہیں

دل کچھ ایسا دکھا ہے ترے شہر میں

مظہر امام

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Harf-e-dil Na-rasa Hai Tere Shahr Mein

Mazhar Imam

harf-e-dil na-rasa hai tere shahr mein
har sada be-sada hai tere shahr mein

koi KHushbu ki jhankar sunta nahin
kaun sa gul khila hai tere shahr mein

kab dhanak so gai kab sitare bujhe
koi kab sochta hai tere shahr mein

ab chanaron pe bhi aag khilne lagi
zaKHm lau de raha hai tere shahr mein

jitne patte the sab hi hawa de gae
kis pe takiya raha hai tere shahr mein

ek dard-e-judai ka gham kya karen
kis maraz ki dawa hai tere shahr mein

ab kisi shahr ki chah baqi nahin
dil kuchh aisa dukha hai tere shahr mein

(412) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Harf-e-dil Na-rasa Hai Tere Shahr Mein written by Mazhar Imam at UrduPoint. Harf-e-dil Na-rasa Hai Tere Shahr Mein is one of the masterpieces written by Mazhar Imam. You can also find the complete poetry collection of Mazhar Imam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mazhar Imam' above.

Harf-e-dil Na-rasa Hai Tere Shahr Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Harf-e-dil Na-rasa Hai Tere Shahr Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.