Wahi Dasht-e-bala Hai Aur Main Hun, Urdu Ghazal By Mazhar Imam

Wahi Dasht-e-bala Hai Aur Main Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mazhar Imam. Wahi Dasht-e-bala Hai Aur Main Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wahi Dasht-e-bala Hai Aur Main Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہی دشت بلا ہے اور میں ہوں

مظہر امام

وہی دشت بلا ہے اور میں ہوں

زمانے کی ہوا ہے اور میں ہوں

تجھے اے ہم سفر کیسے سنبھالوں

پہاڑی راستہ ہے اور میں ہوں

سکوت کوہ ہے اور سایۂ در

صدائے ماسوا ہے اور میں ہوں

مگر شاخوں سے پتے گر رہے ہیں

وہی آب و ہوا ہے اور میں ہوں

یہ ساری برف گرنے دو مجھی پر

تپش سب سے سوا ہے اور میں ہوں

کئی دن سے نشیمن خاک دل کا

سر شاخ ہوا ہے اور میں ہوں

پہاڑوں پر کہیں بارش ہوئی ہے

زمیں محو دعا ہے اور میں ہوں

مجھے بھی کچھ نہ کچھ کرنا پڑے گا

زمانہ سرپھرا ہے اور میں ہوں

مظہر امام

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wahi Dasht-e-bala Hai Aur Main Hun

Mazhar Imam

wahi dasht-e-bala hai aur main hun
zamane ki hawa hai aur main hun

tujhe ai ham-safar kaise sambhaalun
pahaDi rasta hai aur main hun

sukut-e-koh hai aur saya-e-dar
sada-e-ma-siwa hai aur main hun

magar shaKHon se patte gir rahe hain
wahi aab-o-hawa hai aur main hun

ye sari barf girne do mujhi par
tapish sab se siwa hai aur main hun

kai din se nasheman KHak-e-dil ka
sar-e-shaKH-e-hawa hai aur main hun

pahaDon par kahin barish hui hai
zamin mahw-e-dua hai aur main hun

mujhe bhi kuchh na kuchh karna paDega
zamana sar-phira hai aur main hun

(609) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wahi Dasht-e-bala Hai Aur Main Hun written by Mazhar Imam at UrduPoint. Wahi Dasht-e-bala Hai Aur Main Hun is one of the masterpieces written by Mazhar Imam. You can also find the complete poetry collection of Mazhar Imam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mazhar Imam' above.

Wahi Dasht-e-bala Hai Aur Main Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wahi Dasht-e-bala Hai Aur Main Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.