Saneha Ye Bhi Ek Roz Kar Jaunga, Urdu Ghazal By Mazhar Imam

Saneha Ye Bhi Ek Roz Kar Jaunga is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mazhar Imam. Saneha Ye Bhi Ek Roz Kar Jaunga comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Saneha Ye Bhi Ek Roz Kar Jaunga on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سانحہ یہ بھی اک روز کر جاؤں گا

مظہر امام

سانحہ یہ بھی اک روز کر جاؤں گا

وقت کی پالکی سے اتر جاؤں گا

اپنے ٹوٹے ہوئے خواب کی کرچیاں

تیری آسودہ آنکھوں میں بھر جاؤں گا

روشنی کے سفینے بلاتے رہیں

ساحل شب سے ہو کر گزر جاؤں گا

اجنبی وادیاں کوئی منزل نہ گھر

راستے میں کہیں بھی اتر جاؤں گا

میرے دشمن کے دل میں جو برسوں سے ہے

وہ خلا بھی میں اک روز بھر جاؤں گا

دوستوں سے ملاقات کی شام ہے

یہ سزا کاٹ کر اپنے گھر جاؤں گا

مظہر امام

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Saneha Ye Bhi Ek Roz Kar Jaunga

Mazhar Imam

saneha ye bhi ek roz kar jaunga
waqt ki palki se utar jaunga

apne TuTe hue KHwab ki kirchiyan
teri aasuda aankhon mein bhar jaunga

raushni ke safine bulate rahen
sahil-e-shab se ho kar guzar jaunga

ajnabi wadiyan koi manzil na ghar
raste mein kahin bhi utar jaunga

mere dushman ke dil mein jo barson se hai
wo KHala bhi main ek roz bhar jaunga

doston se mulaqat ki sham hai
ye saza kaT kar apne ghar jaunga

(369) ووٹ وصول ہوئے

You can read Saneha Ye Bhi Ek Roz Kar Jaunga written by Mazhar Imam at UrduPoint. Saneha Ye Bhi Ek Roz Kar Jaunga is one of the masterpieces written by Mazhar Imam. You can also find the complete poetry collection of Mazhar Imam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mazhar Imam' above.

Saneha Ye Bhi Ek Roz Kar Jaunga is a widely read Urdu Ghazal. If you like Saneha Ye Bhi Ek Roz Kar Jaunga, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.