UTha Ke Dar Se Sar-e-rah BiTha Diya Hai Mujhe, Urdu Ghazal By Meer Ahmad Naved

UTha Ke Dar Se Sar-e-rah BiTha Diya Hai Mujhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Meer Ahmad Naved. UTha Ke Dar Se Sar-e-rah BiTha Diya Hai Mujhe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read UTha Ke Dar Se Sar-e-rah BiTha Diya Hai Mujhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اٹھا کے در سے سر رہ بٹھا دیا ہے مجھے

میر احمد نوید

اٹھا کے در سے سر رہ بٹھا دیا ہے مجھے

مرے سوال سے پاگل بنا دیا ہے مجھے

کچھ اس طرح سے کہا مجھ سے بیٹھنے کے لیے

کہ جیسے بزم سے اس نے اٹھا دیا ہے مجھے

نہ خود ہی چین سے بیٹھے نہ مجھ کو بیٹھنے دے

مرے خدا نے ستارہ بھی کیا دیا ہے مجھے

مری سمائی نہ صحرا میں ہے نہ گھر میں ہے

نیا یہ مژدۂ وحشت سنا دیا ہے مجھے

میں اپنے ہجر میں تھا مبتلا ازل سے مگر

ترے وصال نے مجھ سے ملا دیا ہے مجھے

میر احمد نوید

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

UTha Ke Dar Se Sar-e-rah BiTha Diya Hai Mujhe

Meer Ahmad Naved

uTha ke dar se sar-e-rah biTha diya hai mujhe
mere sawal se pagal bana diya hai mujhe

kuchh is tarah se kaha mujh se baiThne ke liye
ki jaise bazm se us ne uTha diya hai mujhe

na KHud hi chain se baiThe na mujh ko baiThne de
mere KHuda ne sitara bhi kya diya hai mujhe

meri samai na sahra mein hai na ghar mein hai
naya ye muzhda-e-wahshat suna diya hai mujhe

main apne hijr mein tha mubtala azal se magar
tere visal ne mujh se mila diya hai mujhe

(525) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read UTha Ke Dar Se Sar-e-rah BiTha Diya Hai Mujhe written by Meer Ahmad Naved at UrduPoint. UTha Ke Dar Se Sar-e-rah BiTha Diya Hai Mujhe is one of the masterpieces written by Meer Ahmad Naved. You can also find the complete poetry collection of Meer Ahmad Naved by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Meer Ahmad Naved' above.

UTha Ke Dar Se Sar-e-rah BiTha Diya Hai Mujhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like UTha Ke Dar Se Sar-e-rah BiTha Diya Hai Mujhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.