Ghaflat Mein Farq Apni Tujh Bin Kabhu Na Aaya, Urdu Ghazal By Meer Khaleeq

Ghaflat Mein Farq Apni Tujh Bin Kabhu Na Aaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Meer Khaleeq. Ghaflat Mein Farq Apni Tujh Bin Kabhu Na Aaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ghaflat Mein Farq Apni Tujh Bin Kabhu Na Aaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

غفلت میں فرق اپنی تجھ بن کبھو نہ آیا

میر خلیق

غفلت میں فرق اپنی تجھ بن کبھو نہ آیا

ہم آپ کے نہ آئے جب تک کہ تو نہ آیا

ساقی نے جام مے تو شب پے بہ پے دیا پر

نیت بھری نہ اپنی جب تک سبو نہ آیا

کوتاہ ہے نہایت دست دعا ہمارا

دامن اثر کا جا کر اک بار چھو نہ آیا

عاشق کو تیرے کل سے تھی جاں کنی کی حالت

سب دیکھنے کو آئے اللہ تو نہ آیا

پھونکا بھی طور و وادی بعض اے خلیقؔ لیکن

اپنی شرارتوں سے وہ شعلہ خو نہ آیا

میر خلیق

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ghaflat Mein Farq Apni Tujh Bin Kabhu Na Aaya

Meer Khaleeq

ghaflat mein farq apni tujh bin kabhu na aaya
hum aap ke na aae jab tak ki tu na aaya

saqi ne jam-e-mai to shab pai-ba-pai diya par
niyyat bhari na apni jab tak subu na aaya

kotah hai nihayat dast-e-dua hamara
daman asar ka ja kar ek bar chhu na aaya

aashiq ko tere kal se thi jaan-kani ki haalat
sab dekhne ko aae allah tu na aaya

phunka bhi tur-o-wadi baz ai 'KHaliq' lekin
apni shararaton se wo shoala-KHu na aaya

(620) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ghaflat Mein Farq Apni Tujh Bin Kabhu Na Aaya written by Meer Khaleeq at UrduPoint. Ghaflat Mein Farq Apni Tujh Bin Kabhu Na Aaya is one of the masterpieces written by Meer Khaleeq. You can also find the complete poetry collection of Meer Khaleeq by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Meer Khaleeq' above.

Ghaflat Mein Farq Apni Tujh Bin Kabhu Na Aaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ghaflat Mein Farq Apni Tujh Bin Kabhu Na Aaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.