Na Wo Nalon Ki Shorish Hai Na Ghul Hai Aah-o-zari Ka, Urdu Ghazal By Meer Mehdi Majrooh

Na Wo Nalon Ki Shorish Hai Na Ghul Hai Aah-o-zari Ka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Meer Mehdi Majrooh. Na Wo Nalon Ki Shorish Hai Na Ghul Hai Aah-o-zari Ka comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Na Wo Nalon Ki Shorish Hai Na Ghul Hai Aah-o-zari Ka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہ وہ نالوں کی شورش ہے نہ غل ہے آہ و زاری کا

میر مہدی مجروح

نہ وہ نالوں کی شورش ہے نہ غل ہے آہ و زاری کا

وہ اب پہلا سا ہنگامہ نہیں ہے بے قراری کا

طلب کیسی بلانا کیا وہاں خود جا پہنچتے ہیں

اگر عالم یہی چندے رہا بے اختیاری کا

وہاں وہ ناز و عشوے سے قدم گن گن کے رکھتے ہیں

یہاں اس منتظر کا وقت پہنچا دم شماری کا

کبھی چشم خمار آلود کی مستی نہیں دیکھی

بجا ہے حضرت ناصح کو دعویٰ ہوشیاری کا

بھلا کیا ایسی روتی شکل پاس آ کر کوئی بیٹھے

اٹھے آخر وہ جھنجھلا کر برا ہو اشک باری کا

عجب کیا ہے کہ قاصد بھول جائے اس کا لے جانا

لکھوں جس نامے میں شکوہ تری غفلت‌ شعاری کا

مثال‌ نخل دیکھا ہے اسی کو پھولتے پھلتے

کیا جس شخص نے حاصل طریقہ خاکساری کا

ہر اک شے کا ہے اندازہ مگر پایاں نہیں ہرگز

تری غفلت شعاری کا مری امیدواری کا

ز بس آنکھوں میں رنگت چھا رہی ہے لالہ و گل کی

خزاں میں لطف آتا ہے ہمیں فصل بہاری کا

کبھی سر پاؤں پر رکھنا کبھی قربان کہہ اٹھنا

ہمیں تھوڑا سا ڈھب آتا تو ہے مطلب براری کا

چھپا کل گوشۂ مے خانہ میں مجروحؔ نے دیکھا

یونہی شہرہ سنا تھا شیخ کی پرہیزگاری کا

میر مہدی مجروح

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Na Wo Nalon Ki Shorish Hai Na Ghul Hai Aah-o-zari Ka

Meer Mehdi Majrooh

na wo nalon ki shorish hai na ghul hai aah-o-zari ka
wo ab pahla sa hangama nahin hai be-qarari ka

talab kaisi bulana kya wahan KHud ja pahunchte hain
agar aalam yahi chande raha be-aKHtyari ka

wahan wo naz-o-ishwe se qadam gin gin ke rakhte hain
yahan is muntazir ka waqt pahuncha dam-shumari ka

kabhi chashm-e-KHumar-alud ki masti nahin dekhi
baja hai hazrat-e-naseh ko dawa hoshiyari ka

bhala kya aisi roti shakl pas aa kar koi baiThe
uThe aaKHir wo jhunjhla kar bura ho ashk-bari ka

ajab kya hai ki qasid bhul jae us ka le jaana
likhun jis name mein shikwa teri ghaflat-shiari ka

misal-e-naKHl dekha hai usi ko phulte-phalte
kiya jis shaKHs ne hasil tariqa KHaksari ka

har ek shai ka hai andaza magar payan nahin hargiz
teri ghaflat-shiari ka meri ummid-wari ka

zi-bas aankhon mein rangat chha rahi hai lala-o-gul ki
KHizan mein lutf aata hai hamein fasl-e-bahaari ka

kabhi sar panw par rakhna kabhi qurban kah uThna
hamein thoDa sa Dhab aata to hai matlab-barari ka

chhupa kal gosha-e-mai-KHana mein 'majruh' ne dekha
yunhi shohra suna tha shaiKH ki parhez-gari ka

(568) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Na Wo Nalon Ki Shorish Hai Na Ghul Hai Aah-o-zari Ka written by Meer Mehdi Majrooh at UrduPoint. Na Wo Nalon Ki Shorish Hai Na Ghul Hai Aah-o-zari Ka is one of the masterpieces written by Meer Mehdi Majrooh. You can also find the complete poetry collection of Meer Mehdi Majrooh by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Meer Mehdi Majrooh' above.

Na Wo Nalon Ki Shorish Hai Na Ghul Hai Aah-o-zari Ka is a widely read Urdu Ghazal. If you like Na Wo Nalon Ki Shorish Hai Na Ghul Hai Aah-o-zari Ka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.