Husn Har Naunihaal Rakhta Hai, Urdu Ghazal By Meer Mohammadi Bedar

Husn Har Naunihaal Rakhta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Meer Mohammadi Bedar. Husn Har Naunihaal Rakhta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Husn Har Naunihaal Rakhta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حسن ہر نونہال رکھتا ہے

میر محمدی بیدار

حسن ہر نونہال رکھتا ہے

کوئی تجھ سا جمال رکھتا ہے

مجھ سے ہو تیرے جور کا شکوہ

یہ بھلا احتمال رکھتا ہے

تجھ سے کچھ اپنا عرض حال کرے

دل کب اتنی مجال رکھتا ہے

ماہ کیا ہے کہ جس سے دوں تشبیہ

حسن تو بے زوال رکھتا ہے

جیتے جی اس سے عاشق مہجور

کب امید وصال رکھتا ہے

تو کہاں اور اس کا وصل کہاں

یہ خیال محال رکھتا ہے

جی میں بیدارؔ تیرے ملنے کا

آہ کیا کیا خیال رکھتا ہے

میر محمدی بیدار

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Husn Har Naunihaal Rakhta Hai

Meer Mohammadi Bedar

husn har naunihaal rakhta hai
koi tujh sa jamal rakhta hai

mujh se ho tere jaur ka shikwa
ye bhala ehtimal rakhta hai

tujh se kuchh apna arz-e-haal kare
dil kab itni majal rakhta hai

mah kya hai ki jis se dun tashbih
husn tu be-zawal rakhta hai

jite-ji us se aashiq-e-mahjur
kab umid-e-visal rakhta hai

tu kahan aur us ka wasl kahan
ye KHayal-e-muhaal rakhta hai

ji mein 'bedar' tere milne ka
aah kya kya KHayal rakhta hai

(456) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Husn Har Naunihaal Rakhta Hai written by Meer Mohammadi Bedar at UrduPoint. Husn Har Naunihaal Rakhta Hai is one of the masterpieces written by Meer Mohammadi Bedar. You can also find the complete poetry collection of Meer Mohammadi Bedar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Meer Mohammadi Bedar' above.

Husn Har Naunihaal Rakhta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Husn Har Naunihaal Rakhta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.