Aur Koi Baat Sar-e-bazm-e-suKHan Kab Nikli, Urdu Ghazal By Mehdi Baqar Khan Meraj

Aur Koi Baat Sar-e-bazm-e-suKHan Kab Nikli is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mehdi Baqar Khan Meraj. Aur Koi Baat Sar-e-bazm-e-suKHan Kab Nikli comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aur Koi Baat Sar-e-bazm-e-suKHan Kab Nikli on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اور کوئی بات سر بزم سخن کب نکلی

مهدی باقر خان معراج

اور کوئی بات سر بزم سخن کب نکلی

بس تری بات ہی نکلی ہے یہاں جب نکلی

آنکھ میں غم کا دھواں لب پہ تبسم کی کرن

اس کے چہرے کی اداسی بھی مہذب نکلی

کیا عجب رسم عدالت ہے کہ ہر جرم کے بعد

میرے اعمال میں نکلی ہے خطا جب نکلی

سن کے سورج کی شہادت کی خبر کرنوں سے

اوڑھ کر کالی ردا شام گئے شب نکلی

صرف سوچا تھا کہ اک روز بچھڑنا ہوگا

تھم گئی نبض لگا جسم سے جاں اب نکلی

مهدی باقر خان معراج

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aur Koi Baat Sar-e-bazm-e-suKHan Kab Nikli

Mehdi Baqar Khan Meraj

aur koi baat sar-e-bazm-e-suKHan kab nikli
bas teri baat hi nikli hai yahan jab nikli

aankh mein gham ka dhuan lab pe tabassum ki kiran
us ke chehre ki udasi bhi mohazzab nikli

kya ajab rasm-e-adalat hai ki har jurm ke baad
mere aamal mein nikli hai KHata jab nikli

sun ke suraj ki shahadat ki KHabar kirnon se
oDh kar kali rida sham gae shab nikli

sirf socha tha ki ek roz bichhaDna hoga
tham gai nabz laga jism se jaan ab nikli

(547) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aur Koi Baat Sar-e-bazm-e-suKHan Kab Nikli written by Mehdi Baqar Khan Meraj at UrduPoint. Aur Koi Baat Sar-e-bazm-e-suKHan Kab Nikli is one of the masterpieces written by Mehdi Baqar Khan Meraj. You can also find the complete poetry collection of Mehdi Baqar Khan Meraj by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mehdi Baqar Khan Meraj' above.

Aur Koi Baat Sar-e-bazm-e-suKHan Kab Nikli is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aur Koi Baat Sar-e-bazm-e-suKHan Kab Nikli, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.