Jab Bhi Aaine Saf Hote Hain, Urdu Ghazal By Mehdi Baqar Khan Meraj

Jab Bhi Aaine Saf Hote Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mehdi Baqar Khan Meraj. Jab Bhi Aaine Saf Hote Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jab Bhi Aaine Saf Hote Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جب بھی آئینے صاف ہوتے ہیں

مهدی باقر خان معراج

جب بھی آئینے صاف ہوتے ہیں

کچھ نئے انکشاف ہوتے ہیں

بے گناہی ہی جرم ہو جن کا

لوگ وہ کب معاف ہوتے ہیں

رقص کرتی ہے بندگی واعظ

ہم جو محو طواف ہوتے ہیں

ساری دنیا خلاف لگتی ہے

جب وہ میرے خلاف ہوتے ہیں

اب چھپانے کی بھی ضرورت کیا

اب تو چہرے غلاف ہوتے ہیں

کچھ تو نظریں جھکاؤ اے معراجؔ

یوں کہیں اعتراف ہوتے ہیں

مهدی باقر خان معراج

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jab Bhi Aaine Saf Hote Hain

Mehdi Baqar Khan Meraj

jab bhi aaine saf hote hain
kuchh nae inkishaf hote hain

be-gunahi hi jurm ho jin ka
log wo kab muaf hote hain

raqs karti hai bandagi waiz
hum jo mahw-e-tawaf hote hain

sari duniya KHilaf lagti hai
jab wo mere KHilaf hote hain

ab chhupane ki bhi zarurat kya
ab to chehre ghilaf hote hain

kuchh to nazren jhukao ai 'meraj'
yun kahin e'tiraf hote hain

(487) ووٹ وصول ہوئے

You can read Jab Bhi Aaine Saf Hote Hain written by Mehdi Baqar Khan Meraj at UrduPoint. Jab Bhi Aaine Saf Hote Hain is one of the masterpieces written by Mehdi Baqar Khan Meraj. You can also find the complete poetry collection of Mehdi Baqar Khan Meraj by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mehdi Baqar Khan Meraj' above.

Jab Bhi Aaine Saf Hote Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jab Bhi Aaine Saf Hote Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.