Ek TuTi Hui Zanjir Ki Fariyaad Hain Hum, Urdu Ghazal By Meraj Faizabadi

Ek TuTi Hui Zanjir Ki Fariyaad Hain Hum is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Meraj Faizabadi. Ek TuTi Hui Zanjir Ki Fariyaad Hain Hum comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ek TuTi Hui Zanjir Ki Fariyaad Hain Hum on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ایک ٹوٹی ہوئی زنجیر کی فریاد ہیں ہم

معراج فیض آبادی

ایک ٹوٹی ہوئی زنجیر کی فریاد ہیں ہم

اور دنیا یہ سمجھتی ہے کہ آزاد ہیں ہم

کیوں ہمیں لوگ سمجھتے ہیں یہاں پردیسی

ایک مدت سے اسی شہر میں آباد ہیں ہم

کاہے کا ترک وطن کاہے کی ہجرت بابا

اسی دھرتی کی اسی دیش کی اولاد ہیں ہم

ہم بھی تعمیر وطن میں ہیں برابر کے شریک

در و دیوار اگر تم ہو تو بنیاد ہیں ہم

ہم کو اس دور ترقی نے دیا کیا معراجؔ

کل بھی برباد تھے اور آج بھی برباد ہیں ہم

معراج فیض آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek TuTi Hui Zanjir Ki Fariyaad Hain Hum

Meraj Faizabadi

ek TuTi hui zanjir ki fariyaad hain hum
aur duniya ye samajhti hai ki aazad hain hum

kyun hamein log samajhte hain yahan pardesi
ek muddat se isi shahr mein aabaad hain hum

kahe ka tark-e-watan kahe ki hijrat baba
isi dharti ki isi desh ki aulad hain hum

hum bhi tamir-e-watan mein hain barabar ke sharik
dar-o-diwar agar tum ho to buniyaad hain hum

hum ko is daur-e-taraqqi ne diya kya 'mearaj'
kal bhi barbaad the aur aaj bhi barbaad hain hum

(1190) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ek TuTi Hui Zanjir Ki Fariyaad Hain Hum written by Meraj Faizabadi at UrduPoint. Ek TuTi Hui Zanjir Ki Fariyaad Hain Hum is one of the masterpieces written by Meraj Faizabadi. You can also find the complete poetry collection of Meraj Faizabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Meraj Faizabadi' above.

Ek TuTi Hui Zanjir Ki Fariyaad Hain Hum is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek TuTi Hui Zanjir Ki Fariyaad Hain Hum, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.