Kuchh Aise Shab-e-hijr Mein Dil Mera Jala Hai, Urdu Ghazal By Mirza Hasan Nasir

Kuchh Aise Shab-e-hijr Mein Dil Mera Jala Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mirza Hasan Nasir. Kuchh Aise Shab-e-hijr Mein Dil Mera Jala Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kuchh Aise Shab-e-hijr Mein Dil Mera Jala Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کچھ ایسے شب ہجر میں دل میرا جلا ہے

مرزا حسن ناصر

کچھ ایسے شب ہجر میں دل میرا جلا ہے

روئی ہے شمع ہاتھ پتنگے نے ملا ہے

کاٹے نہ کٹے گی مجھے لگتا ہے کچھ ایسا

فرقت کی یہ شب ہے یا بری کوئی بلا ہے

دکھ درد وہ مفلس کے بھلا دیکھے گا کیسے

دولت کی چکا چوند میں دائم جو پلا ہے

ہر کوئی کوی چاہ کے بھی بنتا نہیں ہے

فطرت ہی میں بستی ہے جو یہ کاویہ کلا ہے

کیوں چھوڑ کے نج دیش وطن جائے پرائے

ناصرؔ کو وطن اپنا تو جنت سے بھلا ہے

مرزا حسن ناصر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kuchh Aise Shab-e-hijr Mein Dil Mera Jala Hai

Mirza Hasan Nasir

kuchh aise shab-e-hijr mein dil mera jala hai
roi hai shama hath patange ne mala hai

kaTe na kaTegi mujhe lagta hai kuchh aisa
furqat ki ye shab hai ya buri koi bala hai

dukh-dard wo muflis ke bhala dekhega kaise
daulat ki chaka-chaund mein daim jo pala hai

har koi kawi chah ke bhi banta nahin hai
fitrat hi mein basti hai jo ye kawya-kala hai

kyon chhoD ke nij desh watan jae parae
'nasir' ko watan apna to jannat se bhala hai

(523) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kuchh Aise Shab-e-hijr Mein Dil Mera Jala Hai written by Mirza Hasan Nasir at UrduPoint. Kuchh Aise Shab-e-hijr Mein Dil Mera Jala Hai is one of the masterpieces written by Mirza Hasan Nasir. You can also find the complete poetry collection of Mirza Hasan Nasir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mirza Hasan Nasir' above.

Kuchh Aise Shab-e-hijr Mein Dil Mera Jala Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kuchh Aise Shab-e-hijr Mein Dil Mera Jala Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.