Tum Le Ke Apne Hath Mein KHanjar Na Dekhna, Urdu Ghazal By Mirza Mayal Dehlvi

Tum Le Ke Apne Hath Mein KHanjar Na Dekhna is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mirza Mayal Dehlvi. Tum Le Ke Apne Hath Mein KHanjar Na Dekhna comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tum Le Ke Apne Hath Mein KHanjar Na Dekhna on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تم لے کے اپنے ہاتھ میں خنجر نہ دیکھنا

مرزا مائل دہلوی

تم لے کے اپنے ہاتھ میں خنجر نہ دیکھنا

اور دیکھنا تو تن پہ مرے سر نہ دیکھنا

دشمن بھی میرے ساتھ ہی آتا ہے بزم میں

تم کو قسم ہے آنکھ اٹھا کر نہ دیکھنا

گر دیکھتے نہیں ہو ندامت سے جور کی

تم اب تو دیکھ لو دم محشر نہ دیکھنا

دل پر رہے گی نقش یہ بے مہریاں تری

جانا اور اس طرح سے کہ مڑ کر نہ دیکھنا

مائلؔ جو توبہ کرتے ہو کیسا ہی ابر ہو

پھر آنکھ اٹھا کے شیشہ و ساغر نہ دیکھنا

مرزا مائل دہلوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tum Le Ke Apne Hath Mein KHanjar Na Dekhna

Mirza Mayal Dehlvi

tum le ke apne hath mein KHanjar na dekhna
aur dekhna to tan pe mere sar na dekhna

dushman bhi mere sath hi aata hai bazm mein
tum ko qasam hai aankh uTha kar na dekhna

gar dekhte nahin ho nadamat se jaur ki
tum ab to dekh lo dam-e-mahshar na dekhna

dil par rahegi naqsh ye be-mehriyan teri
jaana aur is tarah se ki muD kar na dekhna

'mail' jo tauba karte ho kaisa hi abr ho
phir aankh uTha ke shisha-o-saghar na dekhna

(437) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tum Le Ke Apne Hath Mein KHanjar Na Dekhna written by Mirza Mayal Dehlvi at UrduPoint. Tum Le Ke Apne Hath Mein KHanjar Na Dekhna is one of the masterpieces written by Mirza Mayal Dehlvi. You can also find the complete poetry collection of Mirza Mayal Dehlvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mirza Mayal Dehlvi' above.

Tum Le Ke Apne Hath Mein KHanjar Na Dekhna is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tum Le Ke Apne Hath Mein KHanjar Na Dekhna, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.