BaDi Ibrat Ki Manzil Hai Zamin Gor-e-ghariban Ki, Urdu Ghazal By Mohammad Abbas Safeer

BaDi Ibrat Ki Manzil Hai Zamin Gor-e-ghariban Ki is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Abbas Safeer. BaDi Ibrat Ki Manzil Hai Zamin Gor-e-ghariban Ki comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read BaDi Ibrat Ki Manzil Hai Zamin Gor-e-ghariban Ki on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بڑی عبرت کی منزل ہے زمیں گور غریباں کی

محمد عباس سفیر

بڑی عبرت کی منزل ہے زمیں گور غریباں کی

یہاں اپنی حقیقت پر نظر پڑتی ہے انساں کی

یہی دھن تھی کہیں میرا دل گم گشتہ مل جائے

اسی وحشت میں برسوں خاک چھانی کوئے جاناں کی

جہاں نبضیں رکیں دل سرد ہو دو ہچکیاں آئیں

سمجھ لیجے کہ منزل آ گئی گور غریباں کی

نہ جائے گا میرے دل سے خیال ابروئے دلبر

کہ تیغوں ہی کے سائے میں تو ہے جنت مسلماں کی

فنائے عشق ہو کر زندۂ جاوید ہوتا ہے

مٹا کر دیکھیے ہستی نہیں مٹتی ہے انساں کی

یہاں رونے سے ہو مقصود حاصل غیر ممکن ہے

چلو اب شمعیں بھی بجھنے لگیں گور غریباں کی

سفیرؔ اک خواب تھی یہ چند روزہ زندگی اپنی

اجل سے مل گئی تعبیر اس خواب‌ پریشاں کی

محمد عباس سفیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

BaDi Ibrat Ki Manzil Hai Zamin Gor-e-ghariban Ki

Mohammad Abbas Safeer

baDi ibrat ki manzil hai zamin gor-e-ghariban ki
yahan apni haqiqat par nazar paDti hai insan ki

yahi dhun thi kahin mera dil-e-gum-gashta mil jae
isi wahshat mein barson KHak chhani ku-e-jaanan ki

jahan nabzen rukin dil sard ho do hichkiyan aain
samajh lije ki manzil aa gai gor-e-ghariban ki

na jaega mere dil se KHayal-e-abru-e-dil-bar
ki teghon hi ke sae mein to hai jannat musalman ki

fana-e-ishq ho kar zinda-e-jawed hota hai
miTa kar dekhiye hasti nahin miTti hai insan ki

yahan rone se ho maqsud hasil ghair-mumkin hai
chalo ab shamen bhi bujhne lagin gor-e-ghariban ki

'safir' ek KHwab thi ye chand roza zindagi apni
ajal se mil gai tabir is KHwab-e-pareshan ki

(579) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read BaDi Ibrat Ki Manzil Hai Zamin Gor-e-ghariban Ki written by Mohammad Abbas Safeer at UrduPoint. BaDi Ibrat Ki Manzil Hai Zamin Gor-e-ghariban Ki is one of the masterpieces written by Mohammad Abbas Safeer. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Abbas Safeer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Abbas Safeer' above.

BaDi Ibrat Ki Manzil Hai Zamin Gor-e-ghariban Ki is a widely read Urdu Ghazal. If you like BaDi Ibrat Ki Manzil Hai Zamin Gor-e-ghariban Ki, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.