Jaanne Ke Liye Betab Tha Aghyar Ka Haal, Urdu Ghazal By Mohammad Abid Ali Abid

Jaanne Ke Liye Betab Tha Aghyar Ka Haal is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Abid Ali Abid. Jaanne Ke Liye Betab Tha Aghyar Ka Haal comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jaanne Ke Liye Betab Tha Aghyar Ka Haal on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جاننے کے لئے بیتاب تھا اغیار کا حال

محمد عابد علی عابد

جاننے کے لئے بیتاب تھا اغیار کا حال

اس نے پوچھا نہ ہمارے دل بیمار کا حال

شمع بھی جلنے پہ آمادہ تھی پروانہ بھی

ایک جیسا ہی تھا مطلوب و طلبگار کا حال

سوگواری میں ہماری تھے برابر کے شریک

ہم سے ملتا تھا ہمارے در و دیوار کا حال

سرو تمثال ہے قامت میں شباہت میں گلاب

کیا بیاں سامنے اس کے کریں گلزار کا حال

اس طرف جو بھی گیا لوٹ کے آیا نہ کبھی

پوچھئے کس سے مقام رسن و دار کا حال

سب نے دل تھام لیا دیکھ کے اس کو عابدؔ

ایک ہی جیسا ہوا کافر و دیندار کا حال

محمد عابد علی عابد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jaanne Ke Liye Betab Tha Aghyar Ka Haal

Mohammad Abid Ali Abid

jaanne ke liye betab tha aghyar ka haal
us ne puchha na hamare dil-e-bimar ka haal

shama bhi jalne pe aamada thi parwana bhi
ek jaisa hi tha matlub-o-talabgar ka haal

sogwari mein hamari the barabar ke sharik
hum se milta tha hamare dar-o-diwar ka haal

sarw-e-timsal hai qamat mein shabahat mein gulab
kya bayan samne us ke karen gulzar ka haal

us taraf jo bhi gaya lauT ke aaya na kabhi
puchhiye kis se maqam-e-rasam-o-dar ka haal

sab ne dil tham liya dekh ke us ko 'abid'
ek hi jaisa hua kafir-o-dinda ka haal

(581) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jaanne Ke Liye Betab Tha Aghyar Ka Haal written by Mohammad Abid Ali Abid at UrduPoint. Jaanne Ke Liye Betab Tha Aghyar Ka Haal is one of the masterpieces written by Mohammad Abid Ali Abid. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Abid Ali Abid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Abid Ali Abid' above.

Jaanne Ke Liye Betab Tha Aghyar Ka Haal is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jaanne Ke Liye Betab Tha Aghyar Ka Haal, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.