Jo Kuchh Hai Chhupi Dil Mein Jo Zehn Ke Andar Hai, Urdu Ghazal By Mohammad Ali Shadan

Jo Kuchh Hai Chhupi Dil Mein Jo Zehn Ke Andar Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Ali Shadan. Jo Kuchh Hai Chhupi Dil Mein Jo Zehn Ke Andar Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jo Kuchh Hai Chhupi Dil Mein Jo Zehn Ke Andar Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جو کچھ ہے چھپی دل میں جو ذہن کے اندر ہے

محمد علی شاداں

جو کچھ ہے چھپی دل میں جو ذہن کے اندر ہے

وہ بات بہر صورت چہرے سے اجاگر ہے

پتھر کی طرح جملے مت پھینک مری جانب

بوسیدہ بہت میرے احساس کی چادر ہے

لازم ہے پہن رکھیں خود اپنی حفاظت کو

تلوار تعصب کی لٹکی ہوئی سر پر ہے

وہ مجھ سے خیال اپنے پوشیدہ نہیں رکھتا

دشمن ہی سہی لیکن احباب سے بہتر ہے

تسکین کی باعث ہے پیاسے کے لئے شاداںؔ

اک بوند ہی پانی کی دریا کے برابر ہے

محمد علی شاداں

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jo Kuchh Hai Chhupi Dil Mein Jo Zehn Ke Andar Hai

Mohammad Ali Shadan

jo kuchh hai chhupi dil mein jo zehn ke andar hai
wo baat bahar-surat chehre se ujagar hai

patthar ki tarah jumle mat phenk meri jaanib
bosida bahut mere ehsas ki chadar hai

lazim hai pahan rakkhen KHud apni hifazat ko
talwar tassub ki laTki hui sar par hai

wo mujh se KHayal apne poshida nahin rakhta
dushman hi sahi lekin ahbab se behtar hai

taskin ki bais hai pyase ke liye 'shadan'
ek bund hi pani ki dariya ke barabar hai

(570) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jo Kuchh Hai Chhupi Dil Mein Jo Zehn Ke Andar Hai written by Mohammad Ali Shadan at UrduPoint. Jo Kuchh Hai Chhupi Dil Mein Jo Zehn Ke Andar Hai is one of the masterpieces written by Mohammad Ali Shadan. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Ali Shadan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Ali Shadan' above.

Jo Kuchh Hai Chhupi Dil Mein Jo Zehn Ke Andar Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jo Kuchh Hai Chhupi Dil Mein Jo Zehn Ke Andar Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.