Bina Murghe Ke Par JhaTakti Hain, Urdu Ghazal By Mohammad Alvi

Bina Murghe Ke Par JhaTakti Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Alvi. Bina Murghe Ke Par JhaTakti Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bina Murghe Ke Par JhaTakti Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بنا مرغے کے پر جھٹکتی ہیں

محمد علوی

بنا مرغے کے پر جھٹکتی ہیں

مرغیاں در بہ در بھٹکتی ہیں

نظم اترائے تو بجا بھی ہے

بی غزل کس لیے مٹکتی ہیں

ایک حاسد کی ایک ناقد کی

سر پہ تلواریں دو لٹکتی ہیں

یہ بھی شاعر ہیں ان کے بالوں میں

فکر و فن کی جوئیں بھٹکتی ہیں

علویؔ یہ گولیاں ہیں شہرت کی

یہ گلے میں کہاں اٹکتی ہیں

محمد علوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bina Murghe Ke Par JhaTakti Hain

Mohammad Alvi

bina murghe ke par jhaTakti hain
murghiyan dar-ba-dar bhaTakti hain

nazm itrae to baja bhi hai
bi ghazal kis liye maTakti hain

ek hasid ki ek naqid ki
sar pe talwaren do laTakti hain

ye bhi shaer hain in ke baalon mein
fikr-o-fan ki juen bhaTakti hain

'alwi' ye goliyan hain shohrat ki
ye gale mein kahan aTakti hain

(412) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bina Murghe Ke Par JhaTakti Hain written by Mohammad Alvi at UrduPoint. Bina Murghe Ke Par JhaTakti Hain is one of the masterpieces written by Mohammad Alvi. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Alvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Alvi' above.

Bina Murghe Ke Par JhaTakti Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bina Murghe Ke Par JhaTakti Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.