Dur BaiThe Hain Kyun Pas To Aaiye, Urdu Ghazal By Mohammad Azhar Shams

Dur BaiThe Hain Kyun Pas To Aaiye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Azhar Shams. Dur BaiThe Hain Kyun Pas To Aaiye comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dur BaiThe Hain Kyun Pas To Aaiye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دور بیٹھے ہیں کیوں پاس تو آئیے

محمد اظہر شمس

دور بیٹھے ہیں کیوں پاس تو آئیے

وقت رکتا نہیں یوں نہ شرمائیے

زینۂ عشق بھی زینت بیت بھی

دل میں رکھیے قدم دل میں بس جائیے

چار سو ہے گھٹا ہے قیامت بپا

زلف بہر کرم یوں نہ بکھرائیے

چاند تو ہے حسیں آپ سا تو نہیں

بات سچ ہے یہی مان بھی جائیے

میں ہوں بسمل نظر آپ کو ہے خبر

مر نہ جاؤں کہیں اب نہ تڑپائیے

آپ ہی کا تو نقش قدم چاند ہے

چاندنی بن کے آنگن میں چھا جائیے

محمد اظہر شمس

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dur BaiThe Hain Kyun Pas To Aaiye

Mohammad Azhar Shams

dur baiThe hain kyun pas to aaiye
waqt rukta nahin yun na sharmaiye

zina-e-ishq bhi zinat-e-bait bhi
dil mein rakhiye qadam dil mein bas jaiye

chaar su hai ghaTa hai qayamat bapa
zulf bahr-e-karam yun na bikhraiye

chand to hai hasin aap sa to nahin
baat sach hai yahi man bhi jaiye

main hun bismil-nazar aap ko hai KHabar
mar na jaun kahin ab na taDpaiye

aap hi ka to naqsh-e-qadam chand hai
chandni ban ke aangan mein chha jaiye

(636) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dur BaiThe Hain Kyun Pas To Aaiye written by Mohammad Azhar Shams at UrduPoint. Dur BaiThe Hain Kyun Pas To Aaiye is one of the masterpieces written by Mohammad Azhar Shams. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Azhar Shams by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Azhar Shams' above.

Dur BaiThe Hain Kyun Pas To Aaiye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dur BaiThe Hain Kyun Pas To Aaiye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.