Mujhko Hasil Jo Wasf-e-dua Ho Gaya, Urdu Ghazal By Mohammad Habeeb Habeeb

Mujhko Hasil Jo Wasf-e-dua Ho Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Habeeb Habeeb. Mujhko Hasil Jo Wasf-e-dua Ho Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mujhko Hasil Jo Wasf-e-dua Ho Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مجھ کو حاصل جو وصف دعا ہو گیا

محمد حبیب حبیبؔ

مجھ کو حاصل جو وصف دعا ہو گیا

میں جدھر چل پڑا راستہ ہو گیا

نیل میں جب وہ اترے تو کیا ہو گیا

زعم فرعون ٹوٹا فنا ہو گیا

موت کس کی ہے کب رزق ہے کس قدر

روز اول ہی یہ فیصلہ ہو گیا

تھام لوں گا میں اس دن عنان جہاں

مہرباں مجھ پہ جس دن خدا ہو گیا

ایک اک کرکے مہرے سبھی پٹ گئے

ان کی بازی کا یوں خاتمہ ہو گیا

یاد رب اور ذکر حبیب خدا

روز و شب یہ مرا مشغلہ ہو گیا

میں جو پہنچا حبیبؔ اپنے آقا کے در

مجھ پہ لطف شہہ دو سرا ہو گیا

محمد حبیب حبیبؔ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mujhko Hasil Jo Wasf-e-dua Ho Gaya

Mohammad Habeeb Habeeb

mujh ko hasil jo wasf-e-dua ho gaya
main jidhar chal paDa rasta ho gaya

nil mein jab wo utre to kya ho gaya
zoam-e-firaun TuTa fana ho gaya

maut kis ki hai kab rizq hai kis qadar
roz-e-awwal hi ye faisla ho gaya

tham lunga main us din inan-e-jahan
mehrban mujh pe jis din KHuda ho gaya

ek ek karke mohre sabhi paT gae
un ki bazi ka yun KHatma ho gaya

yaad-e-rab aur zikr-e-habib-e-KHuda
roz-o-shab ye mera mashghala ho gaya

main jo pahuncha 'habib' apne aaqa ke dar
mujh pe lutf-e-shah-e-do-sara ho gaya

(381) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mujhko Hasil Jo Wasf-e-dua Ho Gaya written by Mohammad Habeeb Habeeb at UrduPoint. Mujhko Hasil Jo Wasf-e-dua Ho Gaya is one of the masterpieces written by Mohammad Habeeb Habeeb. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Habeeb Habeeb by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Habeeb Habeeb' above.

Mujhko Hasil Jo Wasf-e-dua Ho Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mujhko Hasil Jo Wasf-e-dua Ho Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.