Hijr-saat Ki Dastan Hain Hum, Urdu Ghazal By Mohammad Haneef Shabab

Hijr-saat Ki Dastan Hain Hum is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Haneef Shabab. Hijr-saat Ki Dastan Hain Hum comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hijr-saat Ki Dastan Hain Hum on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہجر ساعت کی داستاں ہیں ہم

محمد حنیف شباب

ہجر ساعت کی داستاں ہیں ہم

وہ زمیں ہے تو آسماں ہیں ہم

آ پرکھ لے ہمیں تو اے دنیا

آج حاصل ہیں کل کہاں ہیں ہم

درد قصے ہیں اپنی غزلوں میں

لوگ سمجھے ہیں نغمہ خواں ہیں ہم

تیرے نقشے میں رنگ کیا بھرتے

اب تو خود سے بھی بد گماں ہیں ہم

آج ساحل پہ دھجیاں بولیں

کل کی کشتی کے بادباں ہیں ہم

آگ موسم ہے اپنی آنکھوں میں

برف وادی کے حکمراں ہیں ہم

اپنی خوشبو ہمیں نہیں ملتی

ویسے کہنے کو گلستاں ہیں ہم

ہم نے پانی ہے ندرت احساس

میر و غالب کے درمیاں ہیں ہم

گھر بسا کر بھی غم زدہ ہے وہ

گھر لٹا کر بھی شادماں ہیں ہم

محمد حنیف شباب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hijr-saat Ki Dastan Hain Hum

Mohammad Haneef Shabab

hijr-saat ki dastan hain hum
wo zamin hai to aasman hain hum

aa parakh le hamein tu ai duniya
aaj hasil hain kal kahan hain hum

dard-qisse hain apni ghazlon mein
log samjhe hain naghma-KHwan hain hum

tere naqshe mein rang kya bharte
ab to KHud se bhi bad-guman hain hum

aaj sahil pe dhajjiyan bolin
kal ki kashti ke baadban hain hum

aag mausam hai apni aankhon mein
barf wadi ke hukmran hain hum

apni KHushbu hamein nahin milti
waise kahne ko gulsitan hain hum

hum ne pani hai nudrat-e-ehsas
mir-o-ghaalib ke darmiyan hain hum

ghar basa kar bhi gham-zada hai wo
ghar luTa kar bhi shadman hain hum

(422) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hijr-saat Ki Dastan Hain Hum written by Mohammad Haneef Shabab at UrduPoint. Hijr-saat Ki Dastan Hain Hum is one of the masterpieces written by Mohammad Haneef Shabab. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Haneef Shabab by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Haneef Shabab' above.

Hijr-saat Ki Dastan Hain Hum is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hijr-saat Ki Dastan Hain Hum, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.