Alamiya, Urdu Nazam By Mohammad Haneef Shabab

Alamiya is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Mohammad Haneef Shabab. Alamiya comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Alamiya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

المیہ

محمد حنیف شباب

برف جمی ہے ذہنوں پر

دل میں آگ کے شعلے ہیں

میرے شہر کے دیوانے

یار بڑے جوشیلے ہیں

ساری وحشت ویرانی

در آئی ہے شہر دل میں

ہو کا عالم طاری ہے

گاؤں میں اور قصبوں میں

شوخی دوشیزاؤں کی

بچے بچے کی خوشیاں

ماں کی شفقت باپ کا پیار

لے گیا جانے کون ادھار

گھر گھر آتش بازی ہے

تانڈو ناچ جو جاری ہے

پھول کھلے ہیں بارودی

انگاروں کا موسم ہے

جشن بہاراں کیسا ہے

آنکھ کلی کی پر نم ہے

میں بھی رونا چاہوں پر

خون نہیں ہے آنکھوں میں

پانی روتے روتے تو

صدیاں مجھ کو بیت گئیں

محمد حنیف شباب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Alamiya

Mohammad Haneef Shabab

barf jami hai zehnon par
dil mein aag ke shoale hain
mere shahr ke diwane
yar baDe joshile hain
sari wahshat virani
dar aai hai shahr-e-dil mein
hu ka aalam tari hai
ganw mein aur qasbon mein
shoKHi do-shizaon ki
bachche bachche ki KHushiyan
man ki shafqat bap ka pyar
le gaya jaane kaun udhaar
ghar ghar aatish-bazi hai
tanDaw nach jo jari hai
phul khile hain barudi
angaron ka mausam hai
jashn-e-bahaaran kaisa hai
aankh kali ki pur-nam hai

main bhi rona chahun par
KHun nahin hai aankhon mein
pani rote rote to
sadiyan mujh ko bit gain

(343) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Alamiya written by Mohammad Haneef Shabab at UrduPoint. Alamiya is one of the masterpieces written by Mohammad Haneef Shabab. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Haneef Shabab by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Haneef Shabab' above.

Alamiya is a widely read Urdu Nazam. If you like Alamiya, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.