Kis Qadar Be-ruKHi Se Milte Hain, Urdu Ghazal By Mohammad Rafi

Kis Qadar Be-ruKHi Se Milte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Rafi. Kis Qadar Be-ruKHi Se Milte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kis Qadar Be-ruKHi Se Milte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کس قدر بے رخی سے ملتے ہیں

محمد رفیع

کس قدر بے رخی سے ملتے ہیں

خواب جب زندگی سے ملتے ہیں

یاد آتے ہیں دل ربا منظر

ہونٹ جب بانسری سے ملتے ہیں

ڈستے رہتے ہیں محفلوں کے بدن

زخم جو خامشی سے ملتے ہیں

دن کی دہلیز پر کھڑے ہو کر

رات بھر ہم کسی سے ملتے ہیں

زیست کے خوش نما سویرے بھی

وقت کی تیرگی سے ملتے ہیں

تیری غزلوں کے سب نقوش رفیعؔ

ہو بہو اس صدی سے ملتے ہیں

محمد رفیع

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kis Qadar Be-ruKHi Se Milte Hain

Mohammad Rafi

kis qadar be-ruKHi se milte hain
KHwab jab zindagi se milte hain

yaad aate hain dil-ruba manzar
honT jab bansuri se milte hain

Daste rahte hain mahfilon ke badan
zaKHm jo KHamushi se milte hain

din ki dahliz par khaDe ho kar
raat bhar hum kisi se milte hain

zist ke KHushnuma sawere bhi
waqt ki tirgi se milte hain

teri ghazlon ke sab nuqush 'rafia'
hu-bahu is sadi se milte hain

(419) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kis Qadar Be-ruKHi Se Milte Hain written by Mohammad Rafi at UrduPoint. Kis Qadar Be-ruKHi Se Milte Hain is one of the masterpieces written by Mohammad Rafi. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Rafi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Rafi' above.

Kis Qadar Be-ruKHi Se Milte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kis Qadar Be-ruKHi Se Milte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.