Jaane Chali Hai Kaisi Hawa Sare Shahr Mein, Urdu Ghazal By Mohammad Yaqoob Aasi

Jaane Chali Hai Kaisi Hawa Sare Shahr Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohammad Yaqoob Aasi. Jaane Chali Hai Kaisi Hawa Sare Shahr Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jaane Chali Hai Kaisi Hawa Sare Shahr Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جانے چلی ہے کیسی ہوا سارے شہر میں

محمد یعقوب آسی

جانے چلی ہے کیسی ہوا سارے شہر میں

سوچیں ہوئیں سروں سے جدا سارے شہر میں

میری ہر ایک عرض ہے نا معتبر یہاں

اس کا ہر ایک حکم روا سارے شہر میں

سرگوشیاں ہیں اور جھکے سر ہیں خوف ہے

سہمی ہوئی ہے خلق خدا سارے شہر میں

بدلی مری نگاہ کہ چہرے بدل گئے

کوئی بھی معتبر نہ رہا سارے شہر میں

پندار قیصری پہ جو ضرب اک لگی تو پھر

کندھوں پہ کوئی سر نہ رہا سارے شہر میں

خاموش ہو گئے ہیں مرے سارے ہم نوا

زندہ ہے ایک میری صدا سارے شہر میں

محمد یعقوب آسی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jaane Chali Hai Kaisi Hawa Sare Shahr Mein

Mohammad Yaqoob Aasi

jaane chali hai kaisi hawa sare shahr mein
sochen huin saron se juda sare shahr mein

meri har ek arz hai na-mo'tabar yahan
us ka har ek hukm rawa sare shahr mein

sargoshiyan hain aur jhuke sar hain KHauf hai
sahmi hui hai KHalq-e-KHuda sare shahr mein

badli meri nigah ki chehre badal gae
koi bhi mo'atabar na raha sare shahr mein

pindar qaisari pe jo zarb ek lagi to phir
kandhon pe koi sar na raha sare shahr mein

KHamosh ho gae hain mere sare ham-nawa
zinda hai ek meri sada sare shahr mein

(629) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jaane Chali Hai Kaisi Hawa Sare Shahr Mein written by Mohammad Yaqoob Aasi at UrduPoint. Jaane Chali Hai Kaisi Hawa Sare Shahr Mein is one of the masterpieces written by Mohammad Yaqoob Aasi. You can also find the complete poetry collection of Mohammad Yaqoob Aasi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohammad Yaqoob Aasi' above.

Jaane Chali Hai Kaisi Hawa Sare Shahr Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jaane Chali Hai Kaisi Hawa Sare Shahr Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.