ZaKHm Ab Dil Ke Chamak Dete Hain Hiron Ki Tarah, Urdu Ghazal By Mohan Seerat Ajmeri

ZaKHm Ab Dil Ke Chamak Dete Hain Hiron Ki Tarah is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohan Seerat Ajmeri. ZaKHm Ab Dil Ke Chamak Dete Hain Hiron Ki Tarah comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read ZaKHm Ab Dil Ke Chamak Dete Hain Hiron Ki Tarah on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زخم اب دل کے چمک دیتے ہیں ہیروں کی طرح

موہن سیرت اجمیری

زخم اب دل کے چمک دیتے ہیں ہیروں کی طرح

ہم ترے شہر میں رہتے ہیں امیروں کی طرح

کر دیا قید ہمیں وقت کی دیواروں نے

ورنہ ہم لوگ بھی تھے چھوٹتے تیروں کی طرح

شام کو ڈوبتے سورج کی چمکتی سرخی

دور تک پھیل گئی خونی جزیروں کی طرح

جب بھی آتی ہے کوئی فتنہ جگا دیتی ہے

تیری مسکان ترے لب پہ شریروں کی طرح

یہ ملا مجھ کو صلہ میری وفا کا سیرت

لکھ دیا نام مرا اس نے لکیروں کی طرح

موہن سیرت اجمیری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

ZaKHm Ab Dil Ke Chamak Dete Hain Hiron Ki Tarah

Mohan Seerat Ajmeri

zaKHm ab dil ke chamak dete hain hiron ki tarah
hum tere shahr mein rahte hain amiron ki tarah

kar diya qaid hamein waqt ki diwaron ne
warna hum log bhi the chhuTte tiron ki tarah

sham ko Dubte suraj ki chamakti surKHi
dur tak phail gai KHuni jaziron ki tarah

jab bhi aati hai koi fitna jaga deti hai
teri muskan tere lab pe shariron ki tarah

ye mila mujh ko sila meri wafa ka sirat
likh diya nam mera us ne lakiron ki tarah

(315) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read ZaKHm Ab Dil Ke Chamak Dete Hain Hiron Ki Tarah written by Mohan Seerat Ajmeri at UrduPoint. ZaKHm Ab Dil Ke Chamak Dete Hain Hiron Ki Tarah is one of the masterpieces written by Mohan Seerat Ajmeri. You can also find the complete poetry collection of Mohan Seerat Ajmeri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohan Seerat Ajmeri' above.

ZaKHm Ab Dil Ke Chamak Dete Hain Hiron Ki Tarah is a widely read Urdu Ghazal. If you like ZaKHm Ab Dil Ke Chamak Dete Hain Hiron Ki Tarah, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.