Meri Aahon Mein Asar Ho Ye Zaruri To Nahin, Urdu Ghazal By Mohsin Ummeedi Burhanpuri

Meri Aahon Mein Asar Ho Ye Zaruri To Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mohsin Ummeedi Burhanpuri. Meri Aahon Mein Asar Ho Ye Zaruri To Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Meri Aahon Mein Asar Ho Ye Zaruri To Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میری آہوں میں اثر ہو یہ ضروری تو نہیں

محسن امیدی برہانپوری

میری آہوں میں اثر ہو یہ ضروری تو نہیں

درد کی سب کو خبر ہو یہ ضروری تو نہیں

عشق تسلیم مگر تاج محل کے جیسا

ہر کسی شخص کا گھر ہو یہ ضروری تو نہیں

سب کی نظروں کے مقابل نہیں جلوے تیرے

سب کو معراج نظر ہو یہ ضروری تو نہیں

ہر کسی کا تو مقدر نہیں ہوتے آنسو

آنکھ ہر ایک کی تر ہو یہ ضروری تو نہیں

کچھ نہیں ہے مری نظروں میں یہ دنیا محسنؔ

اس کا احساں مرے سر ہو یہ ضروری تو نہیں

محسن امیدی برہانپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Meri Aahon Mein Asar Ho Ye Zaruri To Nahin

Mohsin Ummeedi Burhanpuri

meri aahon mein asar ho ye zaruri to nahin
dard ki sab ko KHabar ho ye zaruri to nahin

ishq taslim magar taj-mahal ke jaisa
har kisi shaKHs ka ghar ho ye zaruri to nahin

sab ki nazron ke muqabil nahin jalwe tere
sab ko mearaj-e-nazar ho ye zaruri to nahin

har kisi ka to muqaddar nahin hote aansu
aankh har ek ki tar ho ye zaruri to nahin

kuchh nahin hai meri nazron mein ye duniya 'mohsin'
is ka ehsan mere sar ho ye zaruri to nahin

(350) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Meri Aahon Mein Asar Ho Ye Zaruri To Nahin written by Mohsin Ummeedi Burhanpuri at UrduPoint. Meri Aahon Mein Asar Ho Ye Zaruri To Nahin is one of the masterpieces written by Mohsin Ummeedi Burhanpuri. You can also find the complete poetry collection of Mohsin Ummeedi Burhanpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mohsin Ummeedi Burhanpuri' above.

Meri Aahon Mein Asar Ho Ye Zaruri To Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Meri Aahon Mein Asar Ho Ye Zaruri To Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.