Ye Dil Ka Dard Bhi Jaga Hua Sa Rahta Hai, Urdu Ghazal By Moin Afroz

Ye Dil Ka Dard Bhi Jaga Hua Sa Rahta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Moin Afroz. Ye Dil Ka Dard Bhi Jaga Hua Sa Rahta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Dil Ka Dard Bhi Jaga Hua Sa Rahta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ دل کا درد بھی جاگا ہوا سا رہتا ہے

معین افروز

یہ دل کا درد بھی جاگا ہوا سا رہتا ہے

اندھیری رات کا سایہ گھنا سا رہتا ہے

چمکتی راکھ میں شعلہ دبا سا رہتا ہے

کسی کا نام بھی لب پر رکا سا رہتا ہے

ہماری آنکھ کی مٹی ہمیشہ نم ہی رہی

ہمارا زخم جگر بھی ہرا سا رہتا ہے

اجالے اوڑھ کے آتے ہیں ابر کے چادر

دیا بھی شام سے اکثر بجھا سا رہتا ہے

کہیں ندی میں کوئی راستہ بنے گا پھر

کسی کے ہاتھ میں ہر دم عصا سا رہتا ہے

معین افروز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Dil Ka Dard Bhi Jaga Hua Sa Rahta Hai

Moin Afroz

ye dil ka dard bhi jaga hua sa rahta hai
andheri raat ka saya ghana sa rahta hai

chamakti rakh mein shoala daba sa rahta hai
kisi ka nam bhi lab par ruka sa rahta hai

hamari aankh ki miTTi hamesha nam hi rahi
hamara zaKHm-e-jigar bhi hara sa rahta hai

ujale oDh ke aate hain abr ke chadar
diya bhi sham se aksar bujha sa rahta hai

kahin nadi mein koi rasta banega phir
kisi ke hath mein har dam asa sa rahta hai

(556) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Dil Ka Dard Bhi Jaga Hua Sa Rahta Hai written by Moin Afroz at UrduPoint. Ye Dil Ka Dard Bhi Jaga Hua Sa Rahta Hai is one of the masterpieces written by Moin Afroz. You can also find the complete poetry collection of Moin Afroz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Moin Afroz' above.

Ye Dil Ka Dard Bhi Jaga Hua Sa Rahta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Dil Ka Dard Bhi Jaga Hua Sa Rahta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.