Har Maslak Har Maktab Ishq Nahin Hota, Urdu Ghazal By Moin Shadab

Har Maslak Har Maktab Ishq Nahin Hota is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Moin Shadab. Har Maslak Har Maktab Ishq Nahin Hota comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Har Maslak Har Maktab Ishq Nahin Hota on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہر مسلک ہر مکتب عشق نہیں ہوتا

معین شاداب

ہر مسلک ہر مکتب عشق نہیں ہوتا

سب لوگوں کا مذہب عشق نہیں ہوتا

جسم جہاں ہو وہ سب عشق نہیں ہوتا

ہم سے ایسا بے ڈھب عشق نہیں ہوتا

ان کو میرے بھیگے تکیے دکھلا دو

جو یہ کہتے ہیں اب عشق نہیں ہوتا

ہمدردی کو ہمدردی سمجھا جائے

ہر جذبے کا مطلب عشق نہیں ہوتا

سردی اور گرمی کے عذر نہیں چلتے

موسم دیکھ کے صاحب عشق نہیں ہوتا

معین شاداب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Har Maslak Har Maktab Ishq Nahin Hota

Moin Shadab

har maslak har maktab ishq nahin hota
sab logon ka mazhab ishq nahin hota

jism jahan ho wo sab ishq nahin hota
hum se aisa be-Dhab ishq nahin hota

un ko mere bhige takiye dikhla do
jo ye kahte hain ab ishq nahin hota

hamdardi ko hamdardi samjha jae
har jazbe ka matlab ishq nahin hota

sardi aur garmi ke uzr nahin chalte
mausam dekh ke sahab ishq nahin hota

(575) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Har Maslak Har Maktab Ishq Nahin Hota written by Moin Shadab at UrduPoint. Har Maslak Har Maktab Ishq Nahin Hota is one of the masterpieces written by Moin Shadab. You can also find the complete poetry collection of Moin Shadab by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Moin Shadab' above.

Har Maslak Har Maktab Ishq Nahin Hota is a widely read Urdu Ghazal. If you like Har Maslak Har Maktab Ishq Nahin Hota, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.