KHud-numai Ke Liye Duniya Ne KHud Uljha Diya, Urdu Ghazal By Mubarak Shamim

KHud-numai Ke Liye Duniya Ne KHud Uljha Diya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mubarak Shamim. KHud-numai Ke Liye Duniya Ne KHud Uljha Diya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHud-numai Ke Liye Duniya Ne KHud Uljha Diya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خود نمائی کے لیے دنیا نے خود الجھا دیا

مبارک شمیم

خود نمائی کے لیے دنیا نے خود الجھا دیا

ورنہ پیچیدہ نہیں تھا زندگی کا مسئلہ

مصلحت مجھ سے بضد ہے لوح باطل پر لکھا

گھٹ رہا ہے دل بدن زیر و زبر کا فاصلہ

اس حقیقت سے نہیں ہیں اہل دانش بے خبر

کس طرح سے آ رہا ہے آنے والا زلزلہ

دیدۂ بے نور اک عالم ہے کیا یہ جھوٹ ہے

ہر طرف پھیلا ہوا ہے تیرگی کا سلسلہ

اس سے ملتا ہوں تو خود پر شرم آتی ہے شمیمؔ

اک کہاں اتنا برا میں وہ کہاں اتنا بھلا

مبارک شمیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHud-numai Ke Liye Duniya Ne KHud Uljha Diya

Mubarak Shamim

KHud-numai ke liye duniya ne KHud uljha diya
warna pechida nahin tha zindagi ka masala

maslahat mujh se ba-zid hai lauh-e-baatil par likha
ghaT raha hai dil badan zer-o-zabar ka fasla

is haqiqat se nahin hain ahl-e-danish be-KHabar
kis tarah se aa raha hai aane wala zalzala

dida-e-be-nur ek aalam hai kya ye jhuT hai
har taraf phaila hua hai tirgi ka silsila

us se milta hun to KHud par sharm aati hai 'shamim'
ek kahan itna bura main wo kahan itna bhala

(556) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHud-numai Ke Liye Duniya Ne KHud Uljha Diya written by Mubarak Shamim at UrduPoint. KHud-numai Ke Liye Duniya Ne KHud Uljha Diya is one of the masterpieces written by Mubarak Shamim. You can also find the complete poetry collection of Mubarak Shamim by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mubarak Shamim' above.

KHud-numai Ke Liye Duniya Ne KHud Uljha Diya is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHud-numai Ke Liye Duniya Ne KHud Uljha Diya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.