Umr Guzri Isi Maidan Ko Sar Karne Mein, Urdu Ghazal By Mujahid Faraaz

Umr Guzri Isi Maidan Ko Sar Karne Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mujahid Faraaz. Umr Guzri Isi Maidan Ko Sar Karne Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Umr Guzri Isi Maidan Ko Sar Karne Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عمر گزری اسی میدان کو سر کرنے میں

مجاہد فراز

عمر گزری اسی میدان کو سر کرنے میں

جو مکاں ہم کو ملا تھا اسے گھر کرنے میں

عشق آسان کہاں عمر گزر جاتی ہے

اپنی جانب کسی غافل کی نظر کرنے میں

آزمائش سے تو بے چاری غزل بھی گزری

اک شہنشاہ بہادر کو ظفر کرنے میں

صبح کے بعد بھی کچھ لوگوں کی نیندیں نہ کھلیں

اور ہم ٹوٹ گئے شب کو سحر کرنے میں

لاکھ دشوار ہو دل کو تو سکوں ملتا ہے

زندگی اپنے طریقے سے بسر کرنے میں

رنگ لائیں گی تمنائیں ذرا صبر کرو

وقت لگتا ہے دعاؤں کو اثر کرنے میں

مجاہد فراز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Umr Guzri Isi Maidan Ko Sar Karne Mein

Mujahid Faraaz

umr guzri isi maidan ko sar karne mein
jo makan hum ko mila tha use ghar karne mein

ishq aasan kahan umr guzar jati hai
apni jaanib kisi ghafil ki nazar karne mein

aazmaish se to be-chaari ghazal bhi guzri
ek shahanshah bahadur ko zafar karne mein

subh ke baad bhi kuchh logon ki ninden na khulin
aur hum TuT gae shab ko sahar karne mein

lakh dushwar ho dil ko to sukun milta hai
zindagi apne tariqe se basar karne mein

rang laengi tamannaen zara sabr karo
waqt lagta hai duaon ko asar karne mein

(586) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Umr Guzri Isi Maidan Ko Sar Karne Mein written by Mujahid Faraaz at UrduPoint. Umr Guzri Isi Maidan Ko Sar Karne Mein is one of the masterpieces written by Mujahid Faraaz. You can also find the complete poetry collection of Mujahid Faraaz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mujahid Faraaz' above.

Umr Guzri Isi Maidan Ko Sar Karne Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Umr Guzri Isi Maidan Ko Sar Karne Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.