Dhyan Ki Mauj Ko Phir Aaina-sima Kar Len, Urdu Ghazal By Mukhtar Siddiqui

Dhyan Ki Mauj Ko Phir Aaina-sima Kar Len is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mukhtar Siddiqui. Dhyan Ki Mauj Ko Phir Aaina-sima Kar Len comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dhyan Ki Mauj Ko Phir Aaina-sima Kar Len on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دھیان کی موج کو پھر آئنہ سیما کر لیں

مختار صدیقی

دھیان کی موج کو پھر آئنہ سیما کر لیں

کچھ تجلی کی حضوری کا بھی یارا کر لیں

آج کا دن بھی یوں ہی بیت گیا شام ہوئی

اور اک رات کا کٹنا بھی گوارا کر لیں

جن خیالوں کے الٹ پھیر میں الجھیں سانسیں

ان میں کچھ اور بھی سانسوں کا اضافہ کر لیں

جن ملالوں سے لہو دل کا بنا ہے آنسو

ان کے آنکھوں سے برسنے کا نظارا کر لیں

احتیاطوں کی گزر گاہیں ہوئی ہیں سنسان

اب چھپایا ہوا ہر گھاؤ ہویدا کر لیں

مختار صدیقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dhyan Ki Mauj Ko Phir Aaina-sima Kar Len

Mukhtar Siddiqui

dhyan ki mauj ko phir aaina-sima kar len
kuchh tajalli ki huzuri ka bhi yara kar len

aaj ka din bhi yunhi bit gaya sham hui
aur ek raat ka kaTna bhi gawara kar len

jin KHayalon ke ulaT pher mein uljhin sansen
un mein kuchh aur bhi sanson ka izafa kar len

jin malalon se lahu dil ka bana hai aansu
un ke aankhon se barasne ka nazara kar len

ehtiyaton ki guzargahen hui hain sunsan
ab chhupaya hua har ghaw huwaida kar len

(581) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dhyan Ki Mauj Ko Phir Aaina-sima Kar Len written by Mukhtar Siddiqui at UrduPoint. Dhyan Ki Mauj Ko Phir Aaina-sima Kar Len is one of the masterpieces written by Mukhtar Siddiqui. You can also find the complete poetry collection of Mukhtar Siddiqui by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mukhtar Siddiqui' above.

Dhyan Ki Mauj Ko Phir Aaina-sima Kar Len is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dhyan Ki Mauj Ko Phir Aaina-sima Kar Len, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.