Aur Koi Bhi Nahin Apna Sahaara Baqi, Urdu Ghazal By Munawwar Hashmi

Aur Koi Bhi Nahin Apna Sahaara Baqi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Munawwar Hashmi. Aur Koi Bhi Nahin Apna Sahaara Baqi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aur Koi Bhi Nahin Apna Sahaara Baqi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اور کوئی بھی نہیں اپنا سہارا باقی

منور ہاشمی

اور کوئی بھی نہیں اپنا سہارا باقی

اب ہے سینے میں فقط درد تمہارا باقی

قریۂ جاں بھی ہے اور دعوت دیدار بھی ہے

آنکھ باقی نہیں لیکن ہے نظارہ باقی

باقی آثار ہیں بس قہر خدا کے ہر سو

کوئی طوفاں ہے نہ کشتی نہ کنارہ باقی

اس کے آنے کی ہے موہوم سی امید ابھی

آسماں پر ہے ابھی ایک ستارہ باقی

دل و جاں بھی نہیں دنیا بھی نہیں ہے اپنی

سوچتے ہیں کہ یہاں کیا ہے ہمارا باقی

جانے کس سمت ہوئے لوگ روانہ سارے

ایک میں شہر میں ہوں درد کا مارا باقی

منور ہاشمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aur Koi Bhi Nahin Apna Sahaara Baqi

Munawwar Hashmi

aur koi bhi nahin apna sahaara baqi
ab hai sine mein faqat dard tumhaara baqi

qarya-e-jaan bhi hai aur dawat-e-didar bhi hai
aankh baqi nahin lekin hai nazara baqi

baqi aasar hain bas qahr-e-KHuda ke har-su
koi tufan hai na kashti na kinara baqi

us ke aane ki hai mauhum si ummid abhi
aasman par hai abhi ek sitara baqi

dil-o-jaan bhi nahin duniya bhi nahin hai apni
sochte hain ki yahan kya hai hamara baqi

jaane kis samt hue log rawana sare
ek main shahr mein hun dard ka mara baqi

(423) ووٹ وصول ہوئے

You can read Aur Koi Bhi Nahin Apna Sahaara Baqi written by Munawwar Hashmi at UrduPoint. Aur Koi Bhi Nahin Apna Sahaara Baqi is one of the masterpieces written by Munawwar Hashmi. You can also find the complete poetry collection of Munawwar Hashmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Munawwar Hashmi' above.

Aur Koi Bhi Nahin Apna Sahaara Baqi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aur Koi Bhi Nahin Apna Sahaara Baqi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.