Kuchh Is Qadar Hai Pareshan Nafas Nafas Mera, Urdu Ghazal By Munawwar Lakhnavi

Kuchh Is Qadar Hai Pareshan Nafas Nafas Mera is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Munawwar Lakhnavi. Kuchh Is Qadar Hai Pareshan Nafas Nafas Mera comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kuchh Is Qadar Hai Pareshan Nafas Nafas Mera on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کچھ اس قدر ہے پریشاں نفس نفس میرا

منور لکھنوی

کچھ اس قدر ہے پریشاں نفس نفس میرا

میں زندگی کو الٹ دوں چلے جو بس میرا

کہاں کہاں نہ گیا حال دل سنانے کو

بنا نہ کوئی کہیں پھر بھی داد رس میرا

لئے پھروں گا ہمیشہ میں اس کی خاکستر

رہے گا ساتھ مرے جل کے بھی قفس میرا

میں سوچتا ہوں مآل حیات کیا ہوگا

بجا ہے ضبط محبت میں پیش و پس میرا

کسی کے ساتھ منورؔ کیا ہو کچھ بھی سلوک

میں چاہتا ہوں کہ گائے نہ کئی جس میرا

منور لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kuchh Is Qadar Hai Pareshan Nafas Nafas Mera

Munawwar Lakhnavi

kuchh is qadar hai pareshan nafas nafas mera
main zindagi ko ulaT dun chale jo bas mera

kahan kahan na gaya haal-e-dil sunane ko
bana na koi kahin phir bhi dad-ras mera

liye phirunga hamesha main us ki KHakistar
rahega sath mere jal ke bhi qafas mera

main sochta hun maal-e-hayat kya hoga
baja hai zabt-e-mohabbat mein pesh-o-pas mera

kisi ke sath 'munawar' kiya ho kuchh bhi suluk
main chahta hun ki gae na kai jas mera

(612) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kuchh Is Qadar Hai Pareshan Nafas Nafas Mera written by Munawwar Lakhnavi at UrduPoint. Kuchh Is Qadar Hai Pareshan Nafas Nafas Mera is one of the masterpieces written by Munawwar Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Munawwar Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Munawwar Lakhnavi' above.

Kuchh Is Qadar Hai Pareshan Nafas Nafas Mera is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kuchh Is Qadar Hai Pareshan Nafas Nafas Mera, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.