Kisi Surat Se Ho Jata Hai Saman-e-safar Paida, Urdu Ghazal By Munawwar Lakhnavi

Kisi Surat Se Ho Jata Hai Saman-e-safar Paida is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Munawwar Lakhnavi. Kisi Surat Se Ho Jata Hai Saman-e-safar Paida comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kisi Surat Se Ho Jata Hai Saman-e-safar Paida on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کسی صورت سے ہو جاتا ہے سامان سفر پیدا

منور لکھنوی

کسی صورت سے ہو جاتا ہے سامان سفر پیدا

ارادہ کر ہی لیتا ہے خود اپنی رہ گزر پیدا

گنہ گاری کی نیت کو گنہ گاری نہیں کہتے

سفر کے قصد سے ہوتی ہے کب گرد سفر پیدا

ضروری کیا کہ برسے آگ اوپر سے نشیمن پر

خس و خاشاک ہیں ہو جائیں گے برق و شرر پیدا

کوئی پرسان غم ہو یا نہ ہو کیا فرق پڑتا ہے

اذیت خود ہی کر لیتی ہے اپنا چارہ گر پیدا

منورؔ مجھ پہ شام یاس غالب آ نہیں سکتی

کہ ہر امید سے ہوتا ہے اک رنگ سحر پیدا

منور لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kisi Surat Se Ho Jata Hai Saman-e-safar Paida

Munawwar Lakhnavi

kisi surat se ho jata hai saman-e-safar paida
irada kar hi leta hai KHud apni rahguzar paida

gunahgari ki niyyat ko gunahgari nahin kahte
safar ke qasd se hoti hai kab gard-e-safar paida

zaruri kya ki barse aag upar se nasheman par
KHas-o-KHashak hain ho jaenge barq-o-sharar paida

koi pursan-e-gham ho ya na ho kya farq paDta hai
aziyyat KHud hi kar leti hai apna chaaragar paida

'munawar' mujh pe sham-e-yas ghaalib aa nahin sakti
ki har ummid se hota hai ek rang-e-sahar paida

(577) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kisi Surat Se Ho Jata Hai Saman-e-safar Paida written by Munawwar Lakhnavi at UrduPoint. Kisi Surat Se Ho Jata Hai Saman-e-safar Paida is one of the masterpieces written by Munawwar Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Munawwar Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Munawwar Lakhnavi' above.

Kisi Surat Se Ho Jata Hai Saman-e-safar Paida is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kisi Surat Se Ho Jata Hai Saman-e-safar Paida, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.