Mila Tha Roz-e-azal Zauq-e-kaamyab Mujhe, Urdu Ghazal By Munawwar Lakhnavi

Mila Tha Roz-e-azal Zauq-e-kaamyab Mujhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Munawwar Lakhnavi. Mila Tha Roz-e-azal Zauq-e-kaamyab Mujhe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mila Tha Roz-e-azal Zauq-e-kaamyab Mujhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ملا تھا روز ازل ذوق کامیاب مجھے

منور لکھنوی

ملا تھا روز ازل ذوق کامیاب مجھے

مری نظر نے کیا خود ہی انتخاب مجھے

نہ اعتبار مرے ظرف کا تھا ساقی کو

کبھی نہ بھر کے دیا ساغر شراب مجھے

ہوائے دہر سے بکھرا ہے دل کا شیرازہ

ورق ورق نظر آتی ہے یہ کتاب مجھے

میں اپنی خامئ طرز بیاں پہ نادم ہوں

مرا سوال ہی خود بن گیا جواب مجھے

کیا ہے دیدۂ انجام میں نے آگہہ راز

بساط دہر منورؔ ہے فرش خواب مجھے

منور لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mila Tha Roz-e-azal Zauq-e-kaamyab Mujhe

Munawwar Lakhnavi

mila tha roz-e-azal zauq-e-kaamyab mujhe
meri nazar ne kiya KHud hi intiKHab mujhe

na e'tibar mere zarf ka tha saqi ko
kabhi na bhar ke diya saghar-e-sharab mujhe

hawa-e-dahr se bikhra hai dil ka shiraaza
waraq waraq nazar aati hai ye kitab mujhe

main apni KHami-e-tarz-e-bayan pe nadim hun
mera sawal hi KHud ban gaya jawab mujhe

kiya hai dida-e-anjam main ne aagah-e-raaz
bisat-e-dahr 'munawar' hai farsh-e-KHwab mujhe

(605) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mila Tha Roz-e-azal Zauq-e-kaamyab Mujhe written by Munawwar Lakhnavi at UrduPoint. Mila Tha Roz-e-azal Zauq-e-kaamyab Mujhe is one of the masterpieces written by Munawwar Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Munawwar Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Munawwar Lakhnavi' above.

Mila Tha Roz-e-azal Zauq-e-kaamyab Mujhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mila Tha Roz-e-azal Zauq-e-kaamyab Mujhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.