Aankhon Mein Meri Dard Ka Baadal Nahin Dekha, Urdu Ghazal By Muneer Saifi

Aankhon Mein Meri Dard Ka Baadal Nahin Dekha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muneer Saifi. Aankhon Mein Meri Dard Ka Baadal Nahin Dekha comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Aankhon Mein Meri Dard Ka Baadal Nahin Dekha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آنکھوں میں مری درد کا بادل نہیں دیکھا

منیر سیفی

آنکھوں میں مری درد کا بادل نہیں دیکھا

صحرا کو کبھی لوگوں نے جل تھل نہیں دیکھا

بچپن سے مرے سر پہ کھڑی دھوپ رہی ہے

میں نے تو کبھی پیار کا آنچل نہیں دیکھا

ہر شخص کے چہرے پہ ہیں الجھن کی لکیریں

اس عہد کے بچوں کو بھی چنچل نہیں دیکھا

بیوی کی محبت ہو کہ یادوں کی رفاقت

مطلب سے تہی میں نے کوئی پل نہیں دیکھا

سچ بول کے نقصان اٹھاتا ہے ہمیشہ

سیفیؔ کی طرح کوئی بھی پاگل نہیں دیکھا

منیر سیفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aankhon Mein Meri Dard Ka Baadal Nahin Dekha

Muneer Saifi

aankhon mein meri dard ka baadal nahin dekha
sahra ko kabhi logon ne jal-thal nahin dekha

bachpan se mere sar pe khaDi dhup rahi hai
main ne to kabhi pyar ka aanchal nahin dekha

har shaKHs ke chehre pe hain uljhan ki lakiren
is ahd ke bachchon ko bhi chanchal nahin dekha

biwi ki mohabbat ho ki yaadon ki rifaqat
matlab se tahi main ne koi pal nahin dekha

sach bol ke nuqsan uThata hai hamesha
'saifi' ki tarah koi bhi pagal nahin dekha

(529) ووٹ وصول ہوئے

You can read Aankhon Mein Meri Dard Ka Baadal Nahin Dekha written by Muneer Saifi at UrduPoint. Aankhon Mein Meri Dard Ka Baadal Nahin Dekha is one of the masterpieces written by Muneer Saifi. You can also find the complete poetry collection of Muneer Saifi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muneer Saifi' above.

Aankhon Mein Meri Dard Ka Baadal Nahin Dekha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aankhon Mein Meri Dard Ka Baadal Nahin Dekha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.