Jab Se Main KHud-shanas Ho Gaya Hun, Urdu Ghazal By Muneer Saifi

Jab Se Main KHud-shanas Ho Gaya Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muneer Saifi. Jab Se Main KHud-shanas Ho Gaya Hun comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Jab Se Main KHud-shanas Ho Gaya Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جب سے میں خود شناس ہو گیا ہوں

منیر سیفی

جب سے میں خود شناس ہو گیا ہوں

خامشی کا نواس ہو گیا ہوں

غم سے یوں روشناس ہو گیا ہوں

بیوگی کا لباس ہو گیا ہوں

دوستو تم اچھال دو ہوا میں

میں کہ خالی گلاس ہو گیا ہوں

کتنے ساون برس چکے مجھ پر

جلتے صحرا کی پیاس ہو گیا ہوں

تو ملے تو میں سبز ہو جاؤں

ہجر میں زرد گھاس ہو گیا ہوں

موت کی خوشبو آ رہی ہے منیرؔ

میں کہ بیمار کی سانس ہو گیا ہوں

منیر سیفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jab Se Main KHud-shanas Ho Gaya Hun

Muneer Saifi

jab se main KHud-shanas ho gaya hun
KHamushi ka niwas ho gaya hun

gham se yun ru-shanas ho gaya hun
bewgi ka libas ho gaya hun

dosto tum uchhaal do hawa mein
main ki KHali gilas ho gaya hun

kitne sawan baras chuke mujh par
jalte sahra ki pyas ho gaya hun

tu mile to main sabz ho jaun
hijr mein zard ghas ho gaya hun

maut ki KHushbu aa rahi hai 'munir'
main ki bimar ki sans ho gaya hun

(450) ووٹ وصول ہوئے

You can read Jab Se Main KHud-shanas Ho Gaya Hun written by Muneer Saifi at UrduPoint. Jab Se Main KHud-shanas Ho Gaya Hun is one of the masterpieces written by Muneer Saifi. You can also find the complete poetry collection of Muneer Saifi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muneer Saifi' above.

Jab Se Main KHud-shanas Ho Gaya Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jab Se Main KHud-shanas Ho Gaya Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.