Jis Ko PaDh Kar Ke Ilm-e-nafe Ho, Urdu Ghazal By Munib Muzaffarpuri

Jis Ko PaDh Kar Ke Ilm-e-nafe Ho is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Munib Muzaffarpuri. Jis Ko PaDh Kar Ke Ilm-e-nafe Ho comes under the Social, Sufi category of Urdu Ghazal. You can read Jis Ko PaDh Kar Ke Ilm-e-nafe Ho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جس کو پڑھ کر کے علم نافع ہو (ردیف .. ن)

منیب مظفر پوری

جس کو پڑھ کر کے علم نافع ہو

گھر میں ایسی کتاب رکھتے ہیں

واسطہ صوفیت سے ہے ہم کو

کچھ تو پا بہ رکاب رکھتے ہیں

چاند آ جائے میری مٹھی میں

اب بھی بچپن کا خواب رکھتے ہیں

کتنا کھویا ہے کتنا پایا ہے

زندگی کی کتاب رکھتے ہیں

منیب مظفر پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jis Ko PaDh Kar Ke Ilm-e-nafe Ho

Munib Muzaffarpuri

jis ko paDh kar ke ilm-e-nafe ho
ghar mein aisi kitab rakhte hain

wasta sufiyat se hai hum ko
kuchh to pa-ba-rikab rakhte hain

chand aa jae meri muTThi mein
ab bhi bachpan ka KHwab rakhte hain

kitna khoya hai kitna paya hai
zindagi ki kitab rakhte hain

(467) ووٹ وصول ہوئے

You can read Jis Ko PaDh Kar Ke Ilm-e-nafe Ho written by Munib Muzaffarpuri at UrduPoint. Jis Ko PaDh Kar Ke Ilm-e-nafe Ho is one of the masterpieces written by Munib Muzaffarpuri. You can also find the complete poetry collection of Munib Muzaffarpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Munib Muzaffarpuri' above.

Jis Ko PaDh Kar Ke Ilm-e-nafe Ho is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jis Ko PaDh Kar Ke Ilm-e-nafe Ho, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.