Apni Auqat Zamana Ko Batate Aae, Urdu Ghazal By Munib Muzaffarpuri

Apni Auqat Zamana Ko Batate Aae is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Munib Muzaffarpuri. Apni Auqat Zamana Ko Batate Aae comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Apni Auqat Zamana Ko Batate Aae on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اپنی اوقات زمانہ کو بتاتے آئے

منیب مظفر پوری

اپنی اوقات زمانہ کو بتاتے آئے

تم جدھر آئے ادھر آگ لگاتے آئے

ہم کو محفل میں تعلق کا بھرم رکھنا تھا

دشمنوں کو بھی گلے اپنے لگاتے آئے

بس یہی ان کا کرم ہم پہ بہت بھاری ہے

جب وہ آئے تو کرم اپنا جتاتے آئے

ایک آہٹ بھی ڈرا دیتی ہے تنہائی میں

خواب جب آئے ترے مجھ کو ڈراتے آئے

خود کا گھر پھوس کا ہے یاد نہیں تھا شاید

گھر میں ہم سایوں کے وہ آگ لگاتے آئے

آئینہ قد کے برابر ہو ضروری تو نہیں

ایسی چاہت میں وہ کیوں جان کھپاتے آئے

منیب مظفر پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Apni Auqat Zamana Ko Batate Aae

Munib Muzaffarpuri

apni auqat zamana ko batate aae
tum jidhar aae udhar aag lagate aae

hum ko mahfil mein talluq ka bharam rakhna tha
dushmanon ko bhi gale apne lagate aae

bas yahi un ka karam hum pe bahut bhaari hai
jab wo aae to karam apna jatate aae

ek aahaT bhi Dara deti hai tanhai mein
KHwab jab aae tere mujh ko Daraate aae

KHud ka ghar phus ka hai yaad nahin tha shayad
ghar mein ham-sayon ke wo aag lagate aae

aaina qad ke barabar ho zaruri to nahin
aisi chahat mein wo kyon jaan khapate aae

(484) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Apni Auqat Zamana Ko Batate Aae written by Munib Muzaffarpuri at UrduPoint. Apni Auqat Zamana Ko Batate Aae is one of the masterpieces written by Munib Muzaffarpuri. You can also find the complete poetry collection of Munib Muzaffarpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Munib Muzaffarpuri' above.

Apni Auqat Zamana Ko Batate Aae is a widely read Urdu Ghazal. If you like Apni Auqat Zamana Ko Batate Aae, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.