Mahaul Hai Ajib Mere Aas-pas Ka, Urdu Ghazal By Munne Khan Azim

Mahaul Hai Ajib Mere Aas-pas Ka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Munne Khan Azim. Mahaul Hai Ajib Mere Aas-pas Ka comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Mahaul Hai Ajib Mere Aas-pas Ka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ماحول ہے عجیب مرے آس پاس کا

منے خاں عازم

ماحول ہے عجیب مرے آس پاس کا

ہر شخص ہے شکار جو خوف و ہراس کا

اپنے وجود کی بھی حقیقت نہ پا سکا

مرکز ہوں دائرے کا میں یا نقطہ راس کا

کیا کیا یہ مرحلے ہیں ابھی میرے سامنے

ہر دم رہا ہے ساتھ مجھے غم کا یاس کا

وہ سرخ رو لگے ہے یوں اجلے لباس میں

اک جل رہا ہو جیسے کہ جنگل کپاس کا

وہ کون ہے جسے نہ ہو خوشبو کی آرزو

ہر شخص پاس رکھتا ہے آئینہ آس کا

ہر چند گو کہ میں تو نہیں اس سے مطمئن

لیکن اثر ہوا ہے مرے التماس کا

اقدار علم و فہم کا یہ دور ہی نہیں

عازمؔ یہ دور آج کا ہے خوش لباس کا

منے خاں عازم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mahaul Hai Ajib Mere Aas-pas Ka

Munne Khan Azim

mahaul hai ajib mere aas-pas ka
har shaKHs hai shikar jo KHauf-o-hiras ka

apne wajud ki bhi haqiqat na pa saka
markaz hun daere ka main ya nuqta ras ka

kya kya ye marhale hain abhi mere samne
har dam raha hai sath mujhe gham ka yas ka

wo surKH-ru lage hai yun ujle libas mein
ek jal raha ho jaise ki jangal kapas ka

wo kaun hai jise na ho KHushbu ki aarzu
har shaKHs pas rakhta hai aaina aas ka

har chand go ki main to nahin us se mutmain
lekin asar hua hai mere iltimas ka

aqdar-e-ilm-o-fahm ka ye daur hi nahin
'azim' ye daur aaj ka hai KHush-libas ka

(288) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mahaul Hai Ajib Mere Aas-pas Ka written by Munne Khan Azim at UrduPoint. Mahaul Hai Ajib Mere Aas-pas Ka is one of the masterpieces written by Munne Khan Azim. You can also find the complete poetry collection of Munne Khan Azim by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Munne Khan Azim' above.

Mahaul Hai Ajib Mere Aas-pas Ka is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mahaul Hai Ajib Mere Aas-pas Ka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.