Na Jaane Ye Kaisi Hawa Ho Gai Hai, Urdu Ghazal By Muntazir Firozabadi

Na Jaane Ye Kaisi Hawa Ho Gai Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muntazir Firozabadi. Na Jaane Ye Kaisi Hawa Ho Gai Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Na Jaane Ye Kaisi Hawa Ho Gai Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہ جانے یہ کیسی ہوا ہو گئی ہے

منتظر فیروز آبادی

نہ جانے یہ کیسی ہوا ہو گئی ہے

بجھا کے چراغوں کو وہ سو گئی ہے

ندی جو بہت بولتی تھی ہمیشہ

سمندر میں گر کے وہ چپ ہو گئی ہے

ہاں تھی خوب صورت بلا کی مگر وہ

کہاں جانے اس کی ہنسی کھو گئی ہے

ہمیں رات دیکھے ہے مجبور ہو کے

رلانے کو آئی تھی خود رو گئی ہے

گلی تھی اسی دل محلے میں میری

یہاں اک عمارت کھڑی ہو گئی ہے

دعا دی تھی اس نے جو لمبی عمر کی

سنو وہ دعا بد دعا ہو گئی ہے

حقیقت کی دنیا بڑی بے رحم ہے

وہ لوٹے گی لڑکی ابھی جو گئی ہے

ہاں رکھا تھا لکھ کے جو کہنا تھا اس سے

بہار اب کے آئی تو سب دھو گئی ہے

میری راہ میں پھول ہی پھول ہیں اب

اسے بونے کانٹے تھے کیا بو گئی ہے

نئی اک غزل لکھ کے لایا تو تھا میں

یہیں تو رکھی تھی کہاں کھو گئی ہے

منتظر فیروز آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Na Jaane Ye Kaisi Hawa Ho Gai Hai

Muntazir Firozabadi

na jaane ye kaisi hawa ho gai hai
bujha ke charaghon ko wo so gai hai

nadi jo bahut bolti thi hamesha
samundar mein gir ke wo chup ho gai hai

han thi KHubsurat bala ki magar wo
kahan jaane us ki hansi kho gai hai

hamein raat dekhe hai majbur ho ke
rulane ko aai thi KHud ro gai hai

gali thi usi dil mohalle mein meri
yahan ek imarat khaDi ho gai hai

dua di thi us ne jo lambi umr ki
suno wo dua bad-dua ho gai hai

haqiqat ki duniya baDi be-rahm hai
wo lauTegi laDki abhi jo gai hai

han rakha tha likh ke jo kahna tha us se
bahaar ab ke aai to sab dho gai hai

meri rah mein phul hi phul hain ab
use bone kanTe the kya bo gai hai

nai ek ghazal likh ke laya to tha main
yahin to rakhi thi kahan kho gai hai

(532) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Na Jaane Ye Kaisi Hawa Ho Gai Hai written by Muntazir Firozabadi at UrduPoint. Na Jaane Ye Kaisi Hawa Ho Gai Hai is one of the masterpieces written by Muntazir Firozabadi. You can also find the complete poetry collection of Muntazir Firozabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muntazir Firozabadi' above.

Na Jaane Ye Kaisi Hawa Ho Gai Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Na Jaane Ye Kaisi Hawa Ho Gai Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.