Mizaj-e-gham Samajhta Kyun Nahin Hai, Urdu Ghazal By Murlidhar Sharma Talib

Mizaj-e-gham Samajhta Kyun Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Murlidhar Sharma Talib. Mizaj-e-gham Samajhta Kyun Nahin Hai comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Mizaj-e-gham Samajhta Kyun Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مزاج غم سمجھتا کیوں نہیں ہے

مرلی دھر شرما طالب

مزاج غم سمجھتا کیوں نہیں ہے

مرا ادراک مجھ سا کیوں نہیں ہے

گرجتا ہے برستا کیوں نہیں ہے

یہاں بادل بھی سچا کیوں نہیں ہے

کہاں تک آئنوں کو ہم بدلتے

ہمارا کچھ بھی اچھا کیوں نہیں ہے

نہیں سنتا کھری اک بات کوئی

کھرا سکہ بھی چلتا کیوں نہیں ہے

سفر جاری ہے اور میں کس سے پوچھوں

کوئی رستہ بھی سیدھا کیوں نہیں ہے

تعجب ہے یہاں اس شہر میں اب

کسی کاندھے پہ چہرا کیوں نہیں ہے

وہ ساگر ہے اگر تو کیوں ہے پیاسا

وہ گاگر ہے تو بھرتا کیوں نہیں ہے

بہت اشجار ہیں ان راستوں میں

مرے سر پھر بھی سایا کیوں نہیں ہے

بریدہ پر نہیں کوئی قفس میں

پرندہ پھر بھی اڑتا کیوں نہیں ہے

اگرچہ داستاں میری ہے پھر بھی

کوئی کردار مجھ سا کیوں نہیں ہے

بہا دیتا ہے کیوں آنسو میں طالبؔ

غزل کے شعر کہتا کیوں نہیں ہے

مرلی دھر شرما طالب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mizaj-e-gham Samajhta Kyun Nahin Hai

Murlidhar Sharma Talib

mizaj-e-gham samajhta kyun nahin hai
mera idrak mujh sa kyun nahin hai

garajta hai barasta kyun nahin hai
yahan baadal bhi sachcha kyun nahin hai

kahan tak aainon ko hum badalte
hamara kuchh bhi achchha kyun nahin hai

nahin sunta khari ek baat koi
khara sikka bhi chalta kyun nahin hai

safar jari hai aur main kis se puchhun
koi rasta bhi sidha kyun nahin hai

tajjub hai yahan us shahr mein ab
kisi kandhe pe chehra kyun nahin hai

wo sagar hai agar tu kyun hai pyasa
wo gagar hai to bharta kyun nahin hai

bahut ashjar hain in raston mein
mere sar phir bhi saya kyun nahin hai

burida-par nahin koi qafas mein
parinda phir bhi uDta kyun nahin hai

agarche dastan meri hai phir bhi
koi kirdar mujh sa kyun nahin hai

baha deta hai kyun aansu mein 'talib'
ghazal ke sher kahta kyun nahin hai

(536) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mizaj-e-gham Samajhta Kyun Nahin Hai written by Murlidhar Sharma Talib at UrduPoint. Mizaj-e-gham Samajhta Kyun Nahin Hai is one of the masterpieces written by Murlidhar Sharma Talib. You can also find the complete poetry collection of Murlidhar Sharma Talib by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Murlidhar Sharma Talib' above.

Mizaj-e-gham Samajhta Kyun Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mizaj-e-gham Samajhta Kyun Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.