ChhaTa Ghubar To Aankhon Mein Bhar Gaya Pani, Urdu Ghazal By Murtaza Ali Shad

ChhaTa Ghubar To Aankhon Mein Bhar Gaya Pani is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Murtaza Ali Shad. ChhaTa Ghubar To Aankhon Mein Bhar Gaya Pani comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read ChhaTa Ghubar To Aankhon Mein Bhar Gaya Pani on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

چھٹا غبار تو آنکھوں میں بھر گیا پانی

مرتضی علی شاد

چھٹا غبار تو آنکھوں میں بھر گیا پانی

ذرا سی دیر میں سر سے گزر گیا پانی

نہ تھا خیال کہ چھت بھی ہے آسماں جیسی

تڑپ رہے تھے کہ جانے کدھر گیا پانی

لبوں پہ حرف دعا راکھ ہو گیا لیکن

دلوں میں زخم کی صورت اتر گیا پانی

اک اعتبار سی دیوار آب ہے ہر سو

مرے وجود کو زنجیر کر گیا پانی

وہ بھیگا جسم وہ پیراہن حیا کی شفق

پھر اک گلاب کو شاداب کر گیا پانی

مرتضی علی شاد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

ChhaTa Ghubar To Aankhon Mein Bhar Gaya Pani

Murtaza Ali Shad

chhaTa ghubar to aankhon mein bhar gaya pani
zara si der mein sar se guzar gaya pani

na tha KHayal ki chhat bhi hai aasman jaisi
taDap rahe the ki jaane kidhar gaya pani

labon pe harf-e-dua rakh ho gaya lekin
dilon mein zaKHm ki surat utar gaya pani

ek e'tibar si diwar-e-ab hai har-su
mere wajud ko zanjir kar gaya pani

wo bhiga jism wo pairahan-e-haya ki shafaq
phir ek gulab ko shadab kar gaya pani

(644) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read ChhaTa Ghubar To Aankhon Mein Bhar Gaya Pani written by Murtaza Ali Shad at UrduPoint. ChhaTa Ghubar To Aankhon Mein Bhar Gaya Pani is one of the masterpieces written by Murtaza Ali Shad. You can also find the complete poetry collection of Murtaza Ali Shad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Murtaza Ali Shad' above.

ChhaTa Ghubar To Aankhon Mein Bhar Gaya Pani is a widely read Urdu Ghazal. If you like ChhaTa Ghubar To Aankhon Mein Bhar Gaya Pani, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.