Lafz Gunge Ho Gae Lahje Ki Ayyari Ke Baad, Urdu Ghazal By Murtaza Ali Shad

Lafz Gunge Ho Gae Lahje Ki Ayyari Ke Baad is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Murtaza Ali Shad. Lafz Gunge Ho Gae Lahje Ki Ayyari Ke Baad comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Lafz Gunge Ho Gae Lahje Ki Ayyari Ke Baad on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

لفظ گونگے ہو گئے لہجے کی عیاری کے بعد

مرتضی علی شاد

لفظ گونگے ہو گئے لہجے کی عیاری کے بعد

وہ برہنہ ہو گیا اتنی اداکاری کے بعد

چند بوسیدہ کتابیں کرم خوردہ کچھ ورق

یہ صلہ بھی کم نہیں اک جرم فن کاری کے بعد

رات کے منظر کھلی آنکھوں میں پتھر ہو گئے

خواب میں جاگے ہوئے لگتے ہیں بیداری کے بعد

آنسوؤں کو قہقہوں کا روپ دے جاتا ہے وہ

اس طرح ہنستا تو ہے لیکن کلا کاری کے بعد

جن کتابوں میں رکھے تھے خواب گزری فصل کے

ہم نے خود ان کو جلا ڈالا نگہ داری کے بعد

اب کسی سے کیا کہیں بدنام وحشت کا سبب

خود بھی شرمندہ ہیں ہم دل کی سبک ساری کے بعد

مرتضی علی شاد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Lafz Gunge Ho Gae Lahje Ki Ayyari Ke Baad

Murtaza Ali Shad

lafz gunge ho gae lahje ki ayyari ke baad
wo barahna ho gaya itni adakari ke baad

chand bosida kitaben kirm-KHurda kuchh waraq
ye sila bhi kam nahin ek jurm-e-fankari ke baad

raat ke manzar khuli aankhon mein patthar ho gae
KHwab mein jage hue lagte hain bedari ke baad

aansuon ko qahqahon ka rup de jata hai wo
is tarah hansta to hai lekin kala-kari ke baad

jin kitabon mein rakhe the KHwab guzri fasl ke
hum ne KHud un ko jala Dala nigah-dari ke baad

ab kisi se kya kahen badnam-e-wahshat ka sabab
KHud bhi sharminda hain hum dil ki subuksari ke baad

(618) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Lafz Gunge Ho Gae Lahje Ki Ayyari Ke Baad written by Murtaza Ali Shad at UrduPoint. Lafz Gunge Ho Gae Lahje Ki Ayyari Ke Baad is one of the masterpieces written by Murtaza Ali Shad. You can also find the complete poetry collection of Murtaza Ali Shad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Murtaza Ali Shad' above.

Lafz Gunge Ho Gae Lahje Ki Ayyari Ke Baad is a widely read Urdu Ghazal. If you like Lafz Gunge Ho Gae Lahje Ki Ayyari Ke Baad, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.