Gulab-chehre Pe Shab Ka Eajaz Bolta Hai, Urdu Ghazal By Murtaza Ali Shad

Gulab-chehre Pe Shab Ka Eajaz Bolta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Murtaza Ali Shad. Gulab-chehre Pe Shab Ka Eajaz Bolta Hai comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Gulab-chehre Pe Shab Ka Eajaz Bolta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گلاب چہرہ پہ شب کا اعجاز بولتا ہے

مرتضی علی شاد

گلاب چہرہ پہ شب کا اعجاز بولتا ہے

وہ چپ ہے لیکن نظر کا انداز بولتا ہے

میں جیسے خوشبو کی بارشوں میں نہا رہا ہوں

ہوا کے ہونٹوں سے کوئی گلباز بولتا ہے

مجھی میں روشن چراغ نغمہ مگر ابھی تک

مجھے گماں ہے کہ پردۂ ساز بولتا ہے

پکارتی ہے کوئی صدا مجھ کو دشت جاں سے

یہ تو ہے یا میرا وہم آواز بولتا ہے

پرند ہر چند قید تو ہو گیا ہے لیکن

ہر اک بن مو سے جوش پرواز بولتا ہے

مرتضی علی شاد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gulab-chehre Pe Shab Ka Eajaz Bolta Hai

Murtaza Ali Shad

gulab-chehre pe shab ka eajaz bolta hai
wo chup hai lekin nazar ka andaz bolta hai

main jaise KHushbu ki barishon main naha raha hun
hawa ke honTon se koi gul-baz bolta hai

mujhi mein raushan charagh-e-naghma magar abhi tak
mujhe guman hai ki parda-e-saz bolta hai

pukarti hai koi sada mujh ko dasht-e-jaan se
ye tu hai ya mera wahm-e-awaz bolta hai

parind har chand qaid to ho gaya hai lekin
har ek bun-e-mu se josh-e-parwaz bolta hai

(507) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Gulab-chehre Pe Shab Ka Eajaz Bolta Hai written by Murtaza Ali Shad at UrduPoint. Gulab-chehre Pe Shab Ka Eajaz Bolta Hai is one of the masterpieces written by Murtaza Ali Shad. You can also find the complete poetry collection of Murtaza Ali Shad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Murtaza Ali Shad' above.

Gulab-chehre Pe Shab Ka Eajaz Bolta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Gulab-chehre Pe Shab Ka Eajaz Bolta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.